Storie/Qisse

  • Work-from-home

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
Assalam-o-Alikum to all ma friends
well aaj mere dimagh main ek interesting topic aya hope app logoon ko acha lage.. wese yeh topic itna moushkil to nahi hai or yeh topic yaqeenan app sub friends apas main xaroor share karte honge j-se k ek group of friend jub saath hota hai to wo loog enjoyments k liye antakshari, yah koi bhi game khelte honge yah saath baith ker ek dosre ko "sachi or jhooti khanian sunate honge" exactly hum loog bhi chillparadise main ek dosre ko sachi, jhooti, emotional, horror yah funny story sunainge...
app sub ko maza aye yahan per.. n yah there is one more thing dat i want to mention here woh yeh hai k j-se yahan site per koi ager bari post karta hai to koi na koi yeh likh jata hai k "TOO MUCH TO READ" so plzz ager yahan koi bari story dalde to app loog yahan mut likhega too much to read q k ager app ko lagta hai k woh app k liye too much hai parhne k liye to just leave it! ok.. so let just start the topic
so who is going to start telling the story?
:)
 
Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
well mai ap ko ek True Qissa sunati hoon mojhe sahi se yaad nahi m 'll try my best...yeh Qissa Qaburstan mai hove.. Ek dafa kuch loog aye Dafan karne k liye kisi ko to wahan jo kaam karte hai na qabar jo khoot the hain to logone use dekha k uska half face hai yani k us ki ek ankh i mean to say us ka half face qayab tha sahi.. to usse woh loog pochte hai k yeh app k face ko kia hova to woh bata tha hai k ek baar woh kisi ki Qabar band karra tha yani k us ko upper se cover kartehai na metthi dal k to woh kaam karra tha or woh thuk gaya to usne soocha k woh thori daire k liye baith jaye lekin woh sogay.. woh jub sore the to un ko kuch awazin aie j-se koi asman se neche girra hai to unhone uth ker dekha k jis ki qabar ko band karre the woh khuli hoi thi or 2 kabotar the jin ka paar bht bare the woh us addmi (jis ki qabar thi) us ko apne panjo se utha kar upper lejaker zameen pe phenkrahe the or zoore zore se us k upper apne pur marre the to par ka corner hota hai na woh us Qabar khudne wale k half face per touch hogaya or us half se gayab hogaya j-se k dhul gaya...
abh app yeh soche k jis per woh apne par marre the us bande ka kia hal hova hoga un k to serf half face per halka sa laga or half face dhul gaya... Allah miaan hum sub ko Qabar k azaab se bachaye Ameen
"hope app logon ko samajh aie hoon q k mojhe sahi se pori baat yaad nahi jo j oyaad tha woh maine bata dia"
 
unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
Pari said:

Ohhhh...aisay buhat say kisay meiney bhi sunay hein...koch to log apni taraf say bhi bana bana ker bata detey hein per ho sakta hai ye true ho coz aisa akser hota bhi hai
 
Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
yhe aik larki ki kahani hea, who 4th class mein parthi hea, aur class mein osko koi bhi passand nahi karta. Sub osko tang karte hea. Jub who 5th class mein shoro karti hea tou oski class wale osse aur ziada tang karte hea, who larki class mein pehli thi jisko pimples nikle the, sub osko kehne lage ke tum itni badshakli hoon, tumse smell ati hea etc..
Lekin os larki ne is umar mein onko kuch na kaha. Sehti ghai jo kuch bhi who sunti thi, osne ghaar walon ko is bare mein kuch na bataea. Aur tou aur oski teacher bhi osko passand nahi karti thi. Oska dil nahi karta tha school jane ko, lekin phir bhi who jati thi. Aik din onho ne khana banana tha school mein aur groups hote the, jis group mein who thi, odhar 2 lardkian aur thi oske sath, who osko kehne lagi ke tum group change kar lo kyo ke tumse smell ati hea. Who bohat dukhi howi lekin osne phir bhi onko kuch na kaha.
Aik din osne aapne bare bhai ko bataea ke yhe oske sath hota hea, phir oska bara bhai school ghea aur kaha ke osne school change karna hai. Phir os larki ne school change kia. Who 6th class mein shoro kia. Waha osko aik pakistani friend mili, who achi thi, lekin who osse har baat par jhoort bolti thi. Os larki se osne kaafi jhoort bole, lekin who larki phir bhi kehti thi ke thikk hea kuch nahi hota. Osne kabhi bhi nahi yhe kaha ke mein tumhari dost nahi rehna chahti etc.
Lekin oski friend phir bhi osse kaafi jhoort bole. Who maaf karti ghai karti ghai. Kyo ke who ALLAH se bohat darti thi, aur kehti thi ke maaf karne se koi chorta bara nahi hota, aur jo maaf kar deta hea ossi ko ALLAH pak passand karte hea.
7th class osne kissi aur school shoro kia, 7th class mein bohat kuch howa, os larki mein bohat sari changing ane lagi.
Oska rojhan islam ki taraf bohat hone laga, ossne, Quran-e-pak tarjume ke sath parha osne abhi Quran-e-pak hatam nahi kia tha oske dil mein aik khauf sa agea, who sar par dubatta istamal nahi karti thi lekin Quran-e-pak parne ke baad osne shoro kar lya. Who pehle kuch namaze parti thi lekin aista aista who 5 waqt ki namaz parna shoro hogai. Who bilkol mukhtalif hogai. Who phir dosron ko islam ke bare mein batana shoro hogai, jisse bhi milti thi osse islam ki batein karti thi. Osse aik friend mili who 8th mein jati thi, who Iraq ki thi, lekin oske waledin osko na waqt dete the na kuch. Oski zabardasti mangni kar di. Os larki ne osko hosla dya aur osko islam ke bare mein batati thi, aur oske samne who Quran-epak parti thi os zuban mein jissme who dono samajh sakti thi. Os larki ne bhi namaz parna shoro kar lya aur who bhi sar par dubatta karna shoro hogai.
Os larki ne kaaf school change kie, os ke paas os larki ka contact na raha.

Os larki ne jub 9th mein shoro karna tha osse pehle summer holidays ke lye who Pakistan ghai aapni family ke sath, kyo ke oske bhai ki shadi thi. Who log abhi aapne rishte daron ko nahi jante the itna. Kyo ke aapni saari zindagi europe mein hi ghuzari hea. Os larki par oske rishte daron ne taveez karwae, bohat ziada karwae, oski ami par karwae oske bhai par. Aur tou aur oske ghaar par. Osko ajeeb sa mehsoos hota tha jub tavezoon ka asar hota tha, who paglon ki tarha harqate karti thi raat ko osko nazar bhi kuch ata tha. Lekin osne aapna Iman na khoea. Who yhei kehti thi ke ALLAH ki taraf se imtehan ate hea, aur yhe bhi aik imtehan hea oske aur oski family par jo aea hea.

Oske bhai ki shadi howi,shadi ke 2 din baad oske father ki death ho gai heart-attack se. Sub roh rahe the lekin who aik thi jo nahi roh rahi thi, rhoi bhi tou aapne ALLAH ke samne, ossne sabr kia aur kaha ke aik din ae gha ke mein bhi yaha hongi. Who aapne abhoo jaan ke lye dua karti thi. Ke ALLAH pak onko jannat naseeb karen.. oske agle din hi oske uncle ki death hogai oshi tariqe se jaise oske father ki. Oske phir 2 din baad oske cousine ki death ho ghai aik car accident mein. Yhe os family par aise tha jaise ke qayyamat agai hoon..

Jub who wapis euorpe ae tou osne new school shoro kia 9th class mein. Who kissi se bhi nahi bolti thi school mein sirf aik jagga par akeli kari ho jati thi. Kyo ke who janti thi ke aj kal koi dost nahi hota, aur osko aapne walid sahib ke words yaad the ke ALLAH pak hi sache dost hea. opar ALLAH aur niche maa baap aur behen bhai. Aur onho ne yhei kaha ke ALLAH pak hi hea humare..
Osko yhe baat yaad thi, who ALLAH pak se dil mein batein karti thi.

Aik din kuch pakistani larkian oske paas ai aur kaha ke tum humare sath raha karon. Who onke sath rehna shoro kardia, lekin who itna bolti nahi thi. aik sal hogea os school mein who samjhi ke yhe kaafi achi larkian lag rahi hea, who bhi onke sath gul mil ghai. Jub 10th class mein ghai, tou osko pata chala ke yhe bhi dosri larkion ki tarha hi hea jinke sath mein pehle thi.. Who kissi ko bhi aapni batein nahi batati thi..
8 mah baad oske abho jaan ke chorte bhai intekal kar ghe aik car accident mein.. Lekin ossne sabr kia.

Abh ossne 1st year mein shoro karna hea.

Jo kuch bhi howa oske past mein who itna nahi sochti hea oske bare mein, who yhei kehti hea ke past is history, aur history se sikna chahie, aur who ghaltian jo aapne pehle ki hea who na durhana zindagi mein.
Who larki yhei kehti hea ke is dunya mein aap ko ALLAH pak azmate hea har aik cheez mein, mal, daulat,family etc.. mein. Jub bhi koi musibat yha koi pareshani ae, tou sabr se aur namaz se kam lena chahie. Aur is dunya mein aap ka true friend aik hi hea aur who hea ALLAH pak. ALLAH pak ki raasi ko mazboti se tam loon aur oss raasi ko kabhi na chorna. Hamesha ALLAH ko yaad rako, agar aap ALLAH ko yaad rako ghe tou ALLAH pak aap ko yaad rakenge.
Aur aik baat hum par jub musibate ati hea hum pareshan ho jate hea, yhe ghalt baat hea isi ka tou nam zindagi hea.
Khush raho aur dosron ko bhi khush rakho..
Aur aapna IMAN mazboot rakho..

Umeed hai aap logon ko yhe kahani passand ai hogi

{()|dddd {()|dddd {()|dddd {()|dddd {()|dddd {()|dddd {()|dddd {()|dddd {()|dddd {()|dddd {()|dddd
 
RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
acha chalo may nay abhi koch din pehle he news paper may parha hai yeh qissa..waisay yeh qissa nahi true story hai ..jo k Lal masjid say related hai..or is chz nay mughe shock kar dia tha

any way jo log lal masjid may shaheed howay hain un may say aik shaheed larkay k baray main hai yeh ...jub wo shaheed howay to thoray dino k liyay unhain dafnaa dia gaya tha ..or phir un k parents ka DNA test lia gaya to phir mayat un k parents k hawalay ki gai..ab parents ko is baat ka confirm nahi tha k waqai yeh humara he betta hai so unhon nay mayat ko taboot may say khulwayaa...jub taboot khola gaya to ander dekhaa k itni ziyada honey bees hain or wo mayat takreebun half to 1 month porani thi lakin still us may say bilkul sahi khoon beh raha tha or honeybees nay us k ird gird kafi ziyada honey jama kar rakha tha..or mayat per say aisi khushboo aa rahi thi jo k un logon nay kabhi nahi feel ki thi...
yeh sab parh k us time mairay rongtay kharay ho gayay thay
waisay to or bhi stories hain per yeh recently hai..so ap log bhi sab mil k duwa kia karo k dunia to achi ki hai or akherat bhi ALLAH humari achi kary..AMMEEN N SUMAMEEN
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
ok guyz sit back and relax coz abhi jo mein story batane wala hon wo bahut lambi hai par hai intresting....

chalo aab mein tum logo ko ek kahani sunata hon
ek dafa ka zikar hai k internet par ek website hoti hai, us mein bahut saray topics hote hain jin mein say ek topic aysa hota hai jis mein logo ko koi si bhi kahani sunani thi ... so bauht saray log us mein different different stories sunate hain ... phir ek din us site ka ADMIN us topic ko dekhta hai or phir wo souchta hai k kiun na wo bhi kuch likhay, so wo kehta hai chalo aab mein tum logo ko ek kahani sunata hon

ek dafa ka zikar hai k internet par ek website hoti hai, us mein bahut saray topics hote hain jin mein say ek topic aysa hota hai jis mein logo ko koi si bhi kahani sunani thi ... so bauht saray log us mein different different stories sunate hain ... phir ek din us site ka ADMIN us topic ko dekhta hai or phir wo souchta hai k kiun na wo bhi kuch likhay, so wo kehta hai

{()|wehj {()|wehj

ENJOY
 
RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
DON said:

{()|asd {}{56ty {}{56ty
 
unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
{}{4r3 Ao sunaon tumhe pyar ki aik kahani {}{432.
Aik tha larka aik thi larki dewani {}{4321
Wo bhi hansnay lagy thi ye bhi hansnay laga tha
dno samjhay nahi thay wo jo honay laga tha
6543
 
RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
unique-style said:

wow {()|asf
 
Top