Students' Counseling (question Of The Week 19th October 2012)!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalam o ALaikum
Is Week Question Students' Counseling se related hay,,Majority of students is liye progress nhi kar paatey q k unhe sahi guidance nhi mili hoti ,,,WO confused hote hain aur unhe pta nhi hota k Unko kis field may jana chahiye,,Khas kar wo students jinhe shuroo se bola gya ho k apa ne DOctor ya Engineer banna hay jab wo Merit pe poore nhi utar paate to bilkul blank mind hota hay k ab wo kuch nhi kar saktey!
Question ye hay k!
Students' Counseling kis had tak zaruri hay? Kis Level se proper counseling ki jani chahiye aur Kon Kon Responsible hain Counseling k liye?
@Nelli
@Bela
@anoush
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
hmmmmmmmmmmmmm niceee question i think amir khan ki 3 idiots film behtreen javab hai apke is sawal ka
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
oh ho summery kya batana bs students ki progress ka behtreen tarika yehi hota hai ke unko ussi field se releted taleem dilwayi jai jis field main woh student khud b interest rakhta ho ab student chahta hai bare ho ker business karna to parents usko doctor bana rhe hote to zahir hai woh koi acha doctor thori ban sakega or agr ban b gaya to pateints se hi business start kar ke kamana shuro kardega jiski misal aj kl ke doctors ki surat main hamen nazr arhi hoti hai
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hm Question thora diff hay

sometimes students khud bhi doctor ya engineer hi banna chah rhe hote hain aur ussi field may hain magar merit pe na aane ki waja se ya koi aur problem se us field se cut off ho jaate hain aise may unhe pta nhi hota koi alternative way n aksar bohat sa time zaaya hota hay yhi sochne may. un k pas koi rehnumayi nhi hoti,tension and confusion alag ,,,,
Aik hi field to nhi hazaron fields haint o aise may Students konsa best alternative choose kar sakte hain in cheezon k baare may already unka mind tyar hona chahiye and unhe possible alternative fields pta honi chahiye tan k time zaya na ho

YE sawal tha k iska proper system kia hona chahiye?
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
hoor main yehi to bata rha tha ke agar koi student khud se kuch banna chah rha hai maslan doctors ya enginear ya kuch b to uski progress main sab se bara haath uske parents ka hota hai or woh isliye ke uske parents bhi uske interest ko dekhte hoye usko ussi field se releted tamaam educations dilwate hain lekin uske bad b agr woh student kamiyab nhi ho pata to uski sirf 2 hi reasons hoti hain ya to uske parents ne usko mukammal support nhi kya ya phir khud us student ne puri koshish nhi ki hogi shakespeare ne kaha haina ke apne koi aisa shaks dekha hai jisne kisi cheez ko pane ke liye puri zindagi mehnat ki ho or usne woh cheez kisi had tak hasil na karli ho?
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hoor main yehi to bata rha tha ke agar koi student khud se kuch banna chah rha hai maslan doctors ya enginear ya kuch b to uski progress main sab se bara haath uske parents ka hota hai or woh isliye ke uske parents bhi uske interest ko dekhte hoye usko ussi field se releted tamaam educations dilwate hain lekin uske bad b agr woh student kamiyab nhi ho pata to uski sirf 2 hi reasons hoti hain ya to uske parents ne usko mukammal support nhi kya ya phir khud us student ne puri koshish nhi ki hogi shakespeare ne kaha haina ke apne koi aisa shaks dekha hai jisne kisi cheez ko pane ke liye puri zindagi mehnat ki ho or usne woh cheez kisi had tak hasil na karli ho?
main reasons nhi pooch rhi na wo to obvious hay....
Agar aisa ho TO us k baad student ko kia akrna chahiye wo pooch rhi hun us k baare may guidance nhi!
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
acha uske bad kya karna chahiye yeh poch rhi ho ok ok
to uske bad usko dobara koshish krni chahiye na kyunke kisi ne yeh b to kaha hai ke try try again n never lose ur heart insan zindagi main hamesha thori kamiyab hota hai lekin aqalmand wohi hota hai jo nakamiyon se b sabaq hasil krleta hai islye usko b apni nakamiyon ki reasons dhond ker un reasons ko apni nakami ke liye dobara se reasons nhi banana chahiye baqi phir Allah malik hai
 
  • Like
Reactions: hoorain

Sara Cilli Milli

!*!Bulbul!*!
Super Star
Oct 21, 2010
13,389
6,751
513
disney land (-'')
True!
waise aja kal mothers ki awareness k liye TV pe bhi ache programs onair aa rhe hain i think mothers ko un se bhi faida laina chahiye!
awarness achi baat hy :) or TV py asy shows aty rhty hy[DOUBLEPOST=1351092126][/DOUBLEPOST]per fir bhi aik chakar councelt k passs zaror laga chiya and pakistan mai ya councelling bohat bohat kaam hy is waja sy hazaro students idhr udhr ho jaty hy nd is k mutaliq jang sunday magzine mai bhi aya howa tha :oops:
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
awarness achi baat hy :) or TV py asy shows aty rhty hy[DOUBLEPOST=1351092126][/DOUBLEPOST]per fir bhi aik chakar councelt k passs zaror laga chiya and pakistan mai ya councelling bohat bohat kaam hy is waja sy hazaro students idhr udhr ho jaty hy nd is k mutaliq jang sunday magzine mai bhi aya howa tha :oops:
bilkul sahi keh rhi hain aap
even k khud maire saath FSc k baad aise hi hua tha {(cray)}
i was just blank k ab karna kia hay aur poora aik saal zaya hua tha :s
 
  • Like
Reactions: Sara Cilli Milli

Babar-Azam

"Be serious" - "I am wild"
TM Star
Jun 27, 2010
4,089
1,482
1,013
Abbottabad
Students ko her level pe guidelines ki zarorat hoti hai.....
* Parents aur bary jo hun ghar main un ko chahiay k students ko complete guidelines dain (agar phary likhy hu tu)...
* Humary School level pe students ko koi b guideline nai de jati...students ko totay bana k kitabain yaad karwa de jati hai laiken jab students college level pe puhunchty hain tu koi pata nai hota k kon se course mai enroll hona hai aur kiun...bas yahe pata hota hai k engineer banna hai tu maths aur dr. tu biology parhne hai .
*College level pe students ko guideline tu de jati hai laiken buhat kam.... engineering, computer science, medical , BBA aur chand courses jo mai ne dekha hai students ko bas inhe ka pata hota hai....
In short Pakistan main students ko kisi b level pe koi guideline nai milte.... jis ki wajha se humesha he students confuse rehty hain bechary....
Sab se bari musibat yeh hai k loug misguide b karty hain.. for example tum ne palan board mai kiun admission liya wahan number nai atay.. tum ne palan course kiun liya agay koi scope he nai..... mai apni baat karun tu main ne Peshawar PAF college mai admission liya tha FSC main jo k Federal Board tha Mujy lougun ne yahe kaha k federal board mai number nai atay kiun liya admission mujy itna misguide aur discourage kiya gya k mai ne college chor dya aur ek saal zaya hu gya....


Yahan UK main jo main ne dekha hai.....
College level pe Course leader (Head Master) hota hai wo baqaida Presentations deta hai. wo kafi courses k bary mai bata dety hain aur enroll hony k process ko b samjha dety hain jis ki wajha se buhat asani hu jati hai...

.. us k ilawa Universities se Loug atay hain aur classes laity hain aur college mai her saal ek week hota hai k kafi universities waly college mai atay hain aur student wahan ja k her course k bary mai info lety hain....baqi baad main likh dun ga... :)
 
Top