T.M Shadi Online Seat

  • Work-from-home

*Nazar

Newbie
Oct 13, 2008
579
271
0
36
Lahore
acha ye tello k u apni wife ko month may kitni bar uskay MAKAY janay dia kero gay {}{:p
Agar mera dill us k sath lag gya to meri ye koshish ho gi k wo na he jae or agar wo Rwaiti biviyon ki tarha hui to main us ko maike main he rakhun ga ta k wo bhi aram se ho or main bhi.
yeh batoo k wife aghar naraaz hoo jahai gi too kasay manoo gai
main use kahun ga
Ruthe ho tum tum ko kese manaun piya bolo na
achaa shadi k baad sab say pehle kahan jana pasand karain gay?

bhabi ki education kia honi chaiye?

pehle que ka ans ho chuka hai.
use bus likhna parhna ata ho ta k jab main use msg karun to wo parh le.
shaadi k baad family k saat rahna passand karoo gai matlab join family ya phir alaag ghar main rahoo gai bhabhi k saat
Is ka ans bhi ho chuka hai.
 

*Nazar

Newbie
Oct 13, 2008
579
271
0
36
Lahore
sandle kis colour ki honi chaiye..jis say pitain gay ap shadi k baad? {}{:p
Humain joote khaane se gharz hai rang se nhi q k hum ne khate waqat rang kon sa daikhna hai bcz wo to hamari qamar main lage ga.
shadi ke baad ap apni wife ko sab se pehla kya gift do gy?
Saari zindagi us ne gift he to laine hain.Sandle he de dun ga ta k baad main mere he kaam ae.
bhabi kay lehngay par jeeben lagani hain ya nahin.
Use is ki zaroorat to nhi hai bcz us k haath meri jebon main he rahain ge is liye us k lehnge main jebon ka kya karna hai.
Sub say pehlay aap unhain kia ya kis baray main samjhain gay ya batain gay?
Main use samjhaun ga k agarche main bartan dhona ya kapre dhona nhi janta phir b main 1 acha shohar bun sakta hun.
 

*Nazar

Newbie
Oct 13, 2008
579
271
0
36
Lahore
Khwaabon ki duniya main,
Waqar bhai ye swaal teesri martba aya hai is liye ans change kar raha hun
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
ahaan sorry dear .... nazar nahi pharee hogi mere

koi 3 khobiyaa aur koi 3 kamiyaa joo humare bhabhi main nahi hona chaiyaa
 
Top