Taaluk es tarha tora nahi karty

  • Work-from-home

pink-rose

Newbie
Jul 19, 2008
325
120
0
Taaluk es tarha tora nahi karty
k phir joorna dushvar ho jai
Hayaat ek zehar main dobi hoee talvaar ho jai
Muhabbt es tarha choora nahi karty
Khafa honay ki rasmain hain
Bigarnay k tareekay hain
Reevaj -o-rasam-e- tarak doste per soo kitabain hain
Ravadare ka hergiz rasta choora nahi karty
Taaluk es tarha tora nahi karty
kabhi bul-bul , guloo ki khamooshe say rooth jati hai
per aglay saal sub kuch bhool ker phir lout jate hai
Sabhi bhanvrao0 ko gul herjaee kehty hain
mager thoree se zid k bad bandhan khool daty hain
kabhi poodoo say pani door ho hai
to humsaya darakhtoo k hath paighaamaat jaty hain
Muhabbt main sabhi ek dosray ko Aazmaty hain
mager aisa nahi karty
k
her umeed her emkan mit jai
kahan tk khinchee hai yeh door undaza rakhty hain
Hamesha chaar devare main ek darvaza rakhty hain
Judaee mustakil ho jai to yeh zindage zandan ho jai
Agar khushboo havaoo say marasim muntaka kar lay
to khudh main doob ker bai -jan ho jai
souno0o......
Jeenay say moo mora nahi karty
Muhabbt es tarha chora nahi k

 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top