Tafreeh Mela ki Shirt... Haey!! TM ki porani yaaden..

  • Work-from-home

St0rm

Hot Shot
Jan 28, 2009
23,678
5,392
1,313
hainnnnnnnnnnnnnnnnnnnn........ nazar kharab ho sakti hai, sehat kharab ho sakti hai lakin Nishana hargiz nahi.

aur aap ka to wohi hisaab ho gaya k

Jin pe takiya tha wohi patay hawa dene lagay

Nazar kharab hogi to nishana b kharab hoga na..

Kia aap aankaein band kar k b nishana laga sakti hei kya :eek:
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
hainnnnnnnnnnnnnnnnnnnn........ nazar kharab ho sakti hai, sehat kharab ho sakti hai lakin Nishana hargiz nahi.

aur aap ka to wohi hisaab ho gaya k

Jin pe takiya tha wohi patay hawa dene lagay
mujhe to neat bhi kharab lag rahi kamzor banda dekh k charhai kr rahi hain mujh bechare masoom aur shareef un nafs
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi
Top