tanga karo

  • Work-from-home

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
(asda)
Kya haal hein. aap mujhe yeh batayen k aap ko TM per sab se ziada kis ko tang karnay mein maza aata hei? {(fight)}
aur aaj aap ka kis ko tang karnay ka jee cha raha hei.
Mujhe tu Farry aur MBB ko tang karnay mein bohat maza aata hai. {(danc2)}

jab tak un ko tang na karlon mera tu khana hi hazam nahi hota hei. {(silly2)}
kabhi kabhi RR ko bhi tang karta hoon lakin ziada nahi darta hoon k CO-ADMIN hei naaccount hi delete na karday. {(cry2)}
tu aaj se aap ko jis ko tang karna ka jee chaiye TM per yahan tashreef layen aur dil ki bharas nikalain. Lakin hadh mein reh kar yeh nahi k doosra banda pagal hi hu jaye ghusay sey. {(mad)}

have fun
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
nice thread... mostly mujhe sab hi ko tang karne main maza ata hai..

epsecially RR and PF
{:)P)}
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
mughe un sab ko tang karne may maaza ata ha jo mairay CO ADMIN honay ki waja se mughse darte hain {(dancing)}{(laugh)}

specially Farry, Noor, Bhayoo, Atif
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
well..mujhe RR and mbbs ko tang karne mei maza ata hai...
ahmed ko to mai har din msn mei karte hi rehta hoo..and kabhi bechara raste mei miljata hai to zakhmi hojata hai hamesha......
 
Top