Tanhai or insaan

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
friendz thora sa time mila socha koi topic he laga dena chiayay

ap sab yeh bataoo
k tanhai or insaan may kia rishta hai? {()|asf

aik insaan k liyay tanhai kia important hai? {}{78iu

ap ka kub dil chata hai k ap bilkul alag sab say alag tanhaa betho ..kis waja say aisa dil karta hai? {}{3

drop ur viewz...
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
Tanhai may or insaan may aik buhat gehra taaluk hai
jub insaan ko sab log chor detey hein yani azeez rishtadaar to aisi halat may sirf tanhai he hoti hai jo insaan ka sath dety hai
or jub mein buhat sad hoti hon to mein sirf tanhai pasand kerty hon or ksi say bat nahe kerty
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
tanhai or insaan ka jo rishta hai woh rishta insaan or insaan k beecha kabhi shayed nahi hosakta... tanhai insaan ka hamesha saath deti hain or insaan bewafa hote hain.. ne wayz..

jub mera mood kharab hora hota hai j-se rona ara hota hai yah bht ghussa or kabhi kabhi mood bht ajeeb sa hojata hai tub mojhe tanhaie mai rehna acha lagta hai...
 

pakigirl

Newbie
Jun 3, 2007
815
12
0
37
jab koi chor kar chala jata hai tuo insan ki zindagi may tanhai hojati hai.............maien or kuch nhai bolongi
 

Sakina

Newbie
Oct 12, 2007
652
44
0
yupz.. nice topic..
mai to akelay hey rahti hon ... alone hey rahny mai sakoon milta hai mujay tou... wasay sab ko gusay mai ya sad hon tab akelay rahna acha lagta hai mai jab udas hon ya ronay ka dil kar raha ho tab sab k samnay roti hon ...khush akelay rahti hon {}{678u...
 

Sahiba

Newbie
Jan 31, 2008
72
10
0
There is a very strong link between insaan and tanhai
jab hum bohat dukhi hotay hain
jab hamay gussa hota hai
jab hum kisi say kuch nahi share karna chahtay
jab hum udaas hotay hain
jab hum kisi ko bohat miss kartay hain aur mil nahi saktay....than we feel very lonely
jab hamain kisi frend ki sab say zada zarorat hoti hai aur wo nahi hota tu hum tanha rahtay hain coz jo hum frend say share kar saktay wo kisi say nahi...
mujay tu tabhi tanhai achi lagti hain jab main bohat udaas hoon.....gussay main hoon...i dnt any one to talk to me....
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
There is a very strong link between insaan and tanhai
jab hum bohat dukhi hotay hain
jab hamay gussa hota hai
jab hum kisi say kuch nahi share karna chahtay
jab hum udaas hotay hain
jab hum kisi ko bohat miss kartay hain aur mil nahi saktay....than we feel very lonely
jab hamain kisi frend ki sab say zada zarorat hoti hai aur wo nahi hota tu hum tanha rahtay hain coz jo hum frend say share kar saktay wo kisi say nahi...
mujay tu tabhi tanhai achi lagti hain jab main bohat udaas hoon.....gussay main hoon...i dnt any one to talk to me....

wow zaberdast reply Sahiba

waqai tanhai or insan may buhat gehra taaluk hai or achi bat hai k insan ko apnay ap say batain share kerni chahiyay hein coz aj kal koi itna acha nahe hota jo secrets rakhey ksi k so behtar yehi hai k khud say he batain share kero but i think dil ka bojh apnay ap say share ker k halka nahe hota koi or hona chahiyay so is lia kabhi kabhi tanhai bhi achi nahe lagty
 
Top