Technology

  • Work-from-home

*Nazar

Newbie
Oct 13, 2008
579
271
0
35
Lahore
(asda)FriendZ

Jesa k app sub jante hain k aj kal insaan bohat advance ho gya hai.

Insaan un cheezon ko bhi haasil kar chuka hai pehle log jin ka tasavur

bhi nhi kar sakte thai.

Bilashuba purane lBadshahon ko bhi ye Luxries hasil nhi thi aj kal jo

hamaare paas hain.Is ka matlub ye hua k technology ne insaan ko bohat faida pohanchaya.

Magar............

Shaid Is technology ne shaid insaan ko bohat nuqsaan bhi pohanchaya,

Jese mere kheyal main technology ka sub se barra nuqsaan ye hai k is ne insaanon ko duur kar k un k darmyaan nafrat paida kar di.

is technology ne mazeed Kya nuqsaan pohanchaya or kese pohanchaya ya nhi pohanchaya, app ka is bare main kya kheyaal hai???
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
hmmm saab say phalai too app k topic k barey main kuch bolna chahoo ga

bohaat hee zabardast topic hai aur sachai hai iss topic main

iss main koi shaak nahi k asay hoo raha hai aghar hum ko technology say bohaat

sarey faidai hoo rahai per iss say zada nuksaan bhi hoo rahai hai

phalai hum baat kartai hai MOBILE ki bohaat faidai mand cheaz hai

per humare new youth k leyai bohaat hee zada nuksaan dai

app k ass pass hee atnay log app ko asay milay gai joo

iss mobile k zariyaa pata nahi kin kin chakar main pharai

rahtai hai .... aur love ko flirt banay main iss mobile

ka bohaat haat hai ...
 
Thanx Waqar bhai
Very nice Waqar bhai ap ne bohat achi baat btai.
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
well Nazar bahi app ne bht achi or new tread yahan lagaie hai...

Technology ne bht se logoon ki life bht change kardi hai...

j-se compyter agaya... is per log frdships bhi karre flirt bhi karre or 1 dosre ko hurt bhi...
cyber bullying aj kal bht hori through net... which cause many huge prbs...

cell phone... per bhi yehi sub hora hai...

n because of these things... insaan apne relatives se family members se dore hota jara hai... or xadah se xadah time yahan waste karne lage hai...
 
U r right Parri G......
Aj kal insaan apne relatives se door hota ja raha hai
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Bohat zabardast topic shuru ki hai aap nain Nazar bhai.

Is topic pay to safaat kay safaat bhar saktay hain.

Bayshak technology kay fawaid aur nuqsanat dono hi hai. Her cheez ya kaam kay faiday aur nuqsaan donon hotay hain yay hum per depend karta hai kay hum ussay kis tarha Use kartay hain ya kis kaam main latay hain.

Hum kisi cheez ka ghalat aur sahi istemaal bhi jub hi sahi tareeqon pay kar saktain hain jub hamari taleem or tarbiyat sahi maanon ya raston par chalnay wali huwi ho.

Hum sub muslim bohat achchi tarha jantay hain kay Sahi tarbeat sirf Islami Usoolon main hi pinha hai. Jub hamari tarbiaat Islam kay mutabiq hoti hai to hum jantay hain kay hum kisi cheez ka kis tarha faida utha saktay hain aur kis tarha nuqsaan say buch saktay hain.

Sub say ziada technology ka nuqsaan hum musalmanon ko ponhach raha hai is liaay kay hum deen say nawaqfiyaat ya waqfiaat kay bawajood bayamli ki wajah say ghalat istemal kar rhain hain technology ka.

TECHNOLOGY KAY NUQSANAAT:

1. Larkay larkiaan her qism ki technology khuwah TV, VCR, DVD, FILM, DRAMAY, CABLE, INTERNET, MOBILE waghaira kay zariaay yay tassur lay rahay hain aur amal kar rahay hain kay larkay larki dost bun saktay hain jo kay ISLAM main mana hai.

2. Technalogy kay zariaay ghair Islami baton aur tareeqon ka parchar kia ja raha hai takay Musalmanon ko unkay rastay say hataya ja sakay aur unko kuffaron kay rung main rung dia jaay.

3. Technalogy hamary buchchon ko ghalat rung dikha aur sikha rahay hain aur Musalmanon kay buchchon ko Islam say door kar kay kuffar kay nuqsh e qadam pay chala rahay hain.

Baqia Ainda

Thanks again for starting a Zabardast topic.

*Nazar

Newbie
Oct 13, 2008
579
271
0
35
Lahore
Marvellous Precious!!!!! v{()|aw
Ap ne jo bhi kaha wo aik aik lafz such hai.Ap ne jis tareeqe se is pe
roshni daali hai is main billashuba Suchai k sath Islaah ka peghaam bhi hai.
I like your views very much precious.
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Marvellous Precious!!!!! v{()|aw
Ap ne jo bhi kaha wo aik aik lafz such hai.Ap ne jis tareeqe se is pe
roshni daali hai is main billashuba Suchai k sath Islaah ka peghaam bhi hai.
I like your views very much precious.

Thank you Nazar bhai.

Taqreer karnay ki bohat adat hai na is liaay kar dia.

Aap nain topic hi itna achcha shuru kia kay mujhay kuch kahnay ka mauqa mila.
 
*Nazar

Newbie
Oct 13, 2008
579
271
0
35
Lahore
Dhone se mael nazar ati hai Achi baatain nazar nhi aatin.Agar dhone se kuch nazar nhi aata to is ka matlab hai un main mael nhi hai..{(nyam)}
 
Top