Tery Hath Ki Lakeer

  • Work-from-home

Rahath

smile :)
TM Star
Aug 2, 2012
1,780
2,909
513
karachi
Tere hath ki kash main wo lakeer ban jaun,
Kash main tera muqaddar teri taqdeer ban jau,
Main tujhe itna chahun k tu bhool jaye har rista,
Sirf main hi tere har rishtay ki tasweer ban jaun,
Tu aankhain band kare to aaun main hi nazzar,
Is tara main tere har khuwab ki taabeer ban jau....
 
  • Like
Reactions: chaya4 and anoush
Top