TM Urdu Writing Competition-sep 2011

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Assalam u alaikum wrwb
umeed hai Alhamdulillah ap sb apni zindgiyon me boht khush aur mutmain hon ge..
TM Urdu Writers k is muqable ka maqsad hai k apki chupi huvi salahiton ko samne laya jaye or un ko mazeed nikhara jaye..
yahan b apko ek mozu(topic) diya jata hai jis par apko likhna hota hai.is dafa ka mozu koi lafz nhi bal'k ek shair hai..jis ko zehan me rakh kar apko likhna hai..

"Farishte se Behtar Hai Insan Ban'na,
Magar Is main Lagti Hai Mehnat Ziada"

Rules:
1=ap article,kahani,afsana ya novel ki sorat me likh sakte hain.
2=likhi huvi tehreer ap ne khud likhi ho,ap k apne khayalat or apna andaz-e-biyan..
3=alfaz ki koi had nhi.
4=sharing krne ki akhri tareekh 26 sep hai.
bharpor shirkat kren..khush rahen:)
wssalm u alaikum wrwb
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
MashAllah Mohtarmaa.....
Beinteha Khusurat intekhab...

han g..intikhab to khoobsorat hai...ab ap ne ise aur b khoobsorat banana hai apni sharing se..
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
mashaAllah bahot accha mauzu hai ispar likhne ka maza aayega.inshaAllah main zaroor likhunga la hasil,inaaya ali ,anaaya ali
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
mahsa Allah bohot hi acha mauzu diya hai apne mohtarma
inshaAllah ham koshish karenge is par kuch likhne ki
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
"Farishte se Behtar Hain Insan Banana,
Magar Is main Lagati Hai Mehnat Ziada"

Allah Buzur o Bartar ne Insan ki takhleeq me bahut sari baaten munfarid rakhi hain.Isi infiradiyat ki bina wo auro se afzal aur Ashraful makhlooqat kehlaya
Jahan Khuda ne insan ko dusri makhluqat par tarjeeh di,auron se afzaltareen banaya,wahin usko ek nayab nemat AQAL jaisi shaye bhi ata ki aur sahib e samjh bana kar usko zindagi k safar me khud mukhtar kiya..Usko Hosh o Danaayi k zever se arasta kiya aur ilm ki roshni se ashna kiya.usko ikhlaqiyat ka dars dekar tarz e zindagi k usool bataye.Isi Aqal k bina achayi aur burayi se roshnas karwaya aur isi insan k liye be bahaa nematen utaarin aur un nemato k istemal ka saleeqa bhi ata kiya
Isi Aqal ki bina insan ko sha'ur ki manzil ata ki aur isi sha'ur k zarye neki aur badi ke rasta ta tayun karna bataya
Lekin...lekin isi insan ne aqal o sha'ur ki nemat to leli magar Khuda k bataye hue Raste p chalna chor diya...apni alag raah ekhtiyar ki,isi Aqal k bina isne achayi p amal karne k bajaye insaniayt ko nukhsan pahuncahna shuru kiya..Apne aql o ilm k zarye hi usne Allah ki banayi hui dunia ko tabah karna shuru kardiya,Qudrat k nizam ko tahesh nahes kardiya
bas k dushwar ha har kam ka asan hona
admi ko bhi mayasar nai insan hona

Jahan insan ne Usool e Qudrat ki khilafwarzi ki wahin p tabahi ka rasta apne liye ekhtyar kiya
Insan ki rehbari k liye Allah ne apne haadi apne paighambar bheje takay insaniyat ko hidayat mile lekin insan ne apne hathon khud apni barbadi ka tayyun kiya aur iski tabahi k raste par chalte hue wo itna magan hai k wo khud apne Khaliq ko bhool chuka hai....

Aaao hum sab milkar ye Duaa mangen k Aye Allah is Tabahi se,is ghalat raste se humko panah de
Aye Allah Jo Tera Rasta hai uspar Qayam rahne ki hume Taufeeq ata ho
Aye Allah hum wo kaam hargiz na karen jiske karne se insaniyat ki tauheen o sharmindagi ho
Aye Allah Sabse Azeem,Sabse zyada rahem karnewale humare Raah ka tayyun karde Aur hume usi raaste par chala jis raaste par Tu chahta hai.............Ameennnnnnnn...Ya Rabb ul Alamaeen

kia baat hai bahaar itna jaldi aur itna bahetreen likh diya.bahot barhiya.
ek taraf to alvida tm aur dosri taraf itni taweel tahreer kuch samajh nahi aaraha.
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Aameen :)
subhan Allah
bohot hi umdah tahreer hai mohtarma
bohot hi khub asloobi se apne isko likha hai
jazakallah khair
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
mashaAllah bahot accha mauzu hai ispar likhne ka maza aayega.inshaAllah main zaroor likhunga la hasil,inaaya ali ,anaaya ali
Anaaya Ali..

hmmm
inshaAllah apki sharing ka intazar rahe ga..
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
mahsa Allah bohot hi acha mauzu diya hai apne mohtarma
inshaAllah ham koshish karenge is par kuch likhne ki
ji zarur..
apki sharing ka intazar rahe ga..:)
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
hmmmmmmmmm mashaAllah bahaar..
kya baat hai..itni jaldi ap ne likh lia..
boht shukaria muhtarma ap ne humare contest ko ronak bakhshi{(popcorn)}
best of luck..ab aaram se beth kar result ka intazar kijiye,.:)
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
baki sb b jaldi se apni sharing k sath medan me utar aayen..
 
Status
Not open for further replies.
Top