Suma Ameen and jazakAllah for you comment...mashaAllah sabah hamesha ki taraah aapne bohat acha article share kya hai....
baast asal to samajh ki hai, do pray that Allah ta'laa hum sub ko deen ki asal rooh ke mutaabiq samajh ataa farmaye, jis nehej pe sahabaah karaam ne zindagi guzari hamaen bhee woh andaaz-o-atwaar naseeb farmaye, ameen coz isse maen hee asal kamyaabhi hai dunya ki bhee or aakhirat ke bhee...
jazaakAllah Khair