....TUM....

  • Work-from-home

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
«´` .(*.¸(` .¸¸. ´)¸.*). ´`» TUM «´` .(*.¸(` .¸¸. ´)¸.*). ´`»

Kaisay kahon ke kiya ho TUM
Chalo may bataon Kiya ho TUM

Meray liye meri Duniya ho TUM
Chho ke jo guzree wo Hawa ho TUM

Maine jo Maangee, Wo Duaa ho TUM
Karay Mujh ko jo Roshan, Wo Diya ho TUM

Dil yeh kahay mera Jiya ho TUM
Kiya maine Mehsoos wo Ahsaas ho TUM

Meri Nazar ki Talash ho TUM
Meri Zameen ka Aakaash ho TUM

Meray Chehray ki Kashish ho TUM
Meray Sitaroon ki Gardish ho TUM

Meri Zindagi ka Qarar ho TUM
Maine jo Chaha wo PIYAR ho TUM

Meray Intezaar ki RAHAT ho TUM
Meray DIL ki Chahat ho TUM

TUM ho to yeh Duniya hai MERi
Kaisey kahon ke Meri "JAAN" ho TUM
 

pakigirl

Newbie
Jun 3, 2007
815
12
0
37
Re: tanhai

Rehtey hain saath saath mai aur meri tanhai
Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai



Din to guzar hi jata hai logon ki bheer mai
Kartey hain basar raat main meri tanhai



Saanson ka kya bharosa kab chor jain saath
Laikin rahain gay saath main aur meri tanhai



Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi hum
Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai



Aa ke paas kyon door ho gaye hum se
Kartey hain teri talash main aur meri tanhai



Tum ko rakhain gay saath zeenat bana kay ghar ki
Reh jain phir na tanha main aur meri tanhai
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Re: tanhai

pakigirl said:
Rehtey hain saath saath mai aur meri tanhai
Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai



Din to guzar hi jata hai logon ki bheer mai
Kartey hain basar raat main meri tanhai



Saanson ka kya bharosa kab chor jain saath
Laikin rahain gay saath main aur meri tanhai



Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi hum
Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai



Aa ke paas kyon door ho gaye hum se
Kartey hain teri talash main aur meri tanhai



Tum ko rakhain gay saath zeenat bana kay ghar ki
Reh jain phir na tanha main aur meri tanhai


uf ho .. pakigirl bhi shayari karti hain ..... hmm goood ;)
 

pakigirl

Newbie
Jun 3, 2007
815
12
0
37
thnxz g so much ap sab ko pasand aahi .........han kar leyti hoonn thodri bohat
Masti ko muhabbat me fanaaa koun karega ..?? yeh farz mere sewa adaa koun karee ga ... Haathoo ki lakiroun ko zaraa dekh najomi...... yeh dekh mere saath wafa koun karee ga??
 
Top