~Urdu Adab Competition~

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
yeh iqtibasssssssssssss kOnsi bala ka naam hai
{(wacko)}{(wacko)}{(wacko)}{(wacko)}{(wacko)}{(wacko)}{(wacko)}{(wacko)}{(wacko)}
bala nhi hai ye:|
kisi kitab ya novel me se lia gya paragraph yani kuch lines ko iqtibas kehte hain..
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
abi sirf hoor sis ne share kia hai IQTIBAS ..
baki sb kahan hai?????{(thinkg)}{(thinkg)}{(thinkg)}
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
annu mene b participate karna hai:) muje plz explain kar do k kya karna ho ga???
nello ap sara thread parho smjh aa jaye ga.:)
itqibas share krna hai yahan ZINDGI topic hai is k bare me..
yani kisi b novel ya book se zindgi k bare me kuch lines yahan share krni hai.
jo iqtibas ap share kro us me zindgi lafz zarur aana chaheye:)
or kuch pochna ho to zarur pochon..
jis book ya novel se iqtibas share kro gi ap..us book or writer ka nam sath zarur likhna hai:)
best of luck dear:)
 

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
ye loo, main aaa gai apne intekhaab k saaath...{(gimmefive)}.. Umaira Ahmed k Novel AMAR BAIL se liya hai:)

Zindagi


zindgi tanhaye k samundar mein ik jazeery ki see haisiiat rakhti hey.iss jazeery ki chataanain umeedon ka roop dhaar leti hein.is k darkht khawab ban jaty hain.is k phool aman o sakoon ka namuuna hein.isski nadiyan sarap e tishnigi hen.zindgi ik aisa jazeera hey jo dousry jazeeron se alag ho gya hey.hamari zindgi ik alag thalg ghr ki manid hey jo dousry logon k gharon se bilcul alaihda hey.yeh woh ghar hey jahan koi hamsaya andar jhank k nahi dekh sakta agar yeh ghar tareeqioun mein ghir gya ho tu tumhary hamsiay ka chiraagh is mein roshni nahi phaila sakta.agar iss ghar mein khany peeny ka saman khatm ho jaye tu tumhara hamsaaya tumhy kuch nahi dey sakta.agar yeh ghar shehra mein waqya hey tu tum isko dousry logon k baag mein nahi le k jaa sakty.agar yeh ghr kisi pahar ki chooti pe abad hey tu tum isy is wadi mein abaad nahi ker sakty jahan aur log b abaad hen.
 
  • Like
Reactions: Amreen

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Wa'alaikum assalam Annu sis bada hi achha silsila start kiya hai aap ne
per humein aisi kisi iqtibaas ka bilkul bhi pata nahin hai aap allow karein
to hum as iqtibaas apni hi some lines about zindagi share kar sakte hain
otherwise sorry i cant participate
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~ and Aara'af

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
ye loo, main aaa gai apne intekhaab k saaath...{(gimmefive)}.. Umaira Ahmed k Novel AMAR BAIL se liya hai:)

Zindagi


zindgi tanhaye k samundar mein ik jazeery ki see haisiiat rakhti hey.iss jazeery ki chataanain umeedon ka roop dhaar leti hein.is k darkht khawab ban jaty hain.is k phool aman o sakoon ka namuuna hein.isski nadiyan sarap e tishnigi hen.zindgi ik aisa jazeera hey jo dousry jazeeron se alag ho gya hey.hamari zindgi ik alag thalg ghr ki manid hey jo dousry logon k gharon se bilcul alaihda hey.yeh woh ghar hey jahan koi hamsaya andar jhank k nahi dekh sakta agar yeh ghar tareeqioun mein ghir gya ho tu tumhary hamsiay ka chiraagh is mein roshni nahi phaila sakta.agar iss ghar mein khany peeny ka saman khatm ho jaye tu tumhara hamsaaya tumhy kuch nahi dey sakta.agar yeh ghar shehra mein waqya hey tu tum isko dousry logon k baag mein nahi le k jaa sakty.agar yeh ghr kisi pahar ki chooti pe abad hey tu tum isy is wadi mein abaad nahi ker sakty jahan aur log b abaad hen.
Masha Allah nelli... bohat hi umdah iqtebas select kiya hai tumne...best of luck...:)
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wa'alaikum assalam Annu sis bada hi achha silsila start kiya hai aap ne
per humein aisi kisi iqtibaas ka bilkul bhi pata nahin hai aap allow karein
to hum as iqtibaas apni hi some lines about zindagi share kar sakte hain
otherwise sorry i cant participate
nhi ..ap yahan khud se likhi huvi lines share nhi kr sakte..rules parhe hain na ap ne..:)
han ap esa kren apna mutala wasi kren,books aur novels parhen..phr ap k lye sharing krna koi mushkil baat nhi rahe gi..
umeed hai ap share kren ge:)
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
wahhh..
mashAllah..
boht achi sharing ki hain ap sb ne{(ok)}..ab muje result bnate huve b mushkil ho gi..{(thinkg)}
baki sb kahan hai?
 
Status
Not open for further replies.
Top