Assalam O Alaikum
Poetry Contest (october 2015)
main kafi membrs ne part lia un
sb ko well done
or jinhon ne part nai liya or susti dikhai un k liye

Note: Jo currently active members hain un k hi votes count hongy
unactive members k votes count nai kiye jayngy
apni voting speed bhara lein kyun ky thread sunday ni8 ko close kr dia jaye ga
Jin members ne part lia ye rahi sharings best one ko vote krna hai !!
SHARING 1
SHARING 2
Zara si der mein hum kaise kholte uss ko,
tamaam umar lagi jhooth bolte uss ko.
Jise kasheed kiya tha khumaar-e-khushboo se,
misaal-e rang hawaaon mein gholtey uss ko.
Woh khwaab mein hi utarta shuaa-e subah ke saath,
hum apne aap hi palkon pe taultey uss ko.
Woh ashq tha usey aankhon mein dafan hona tha,
gauhar na tha ki sitaaron mein roltey uss ko.
Woh bewafa tha toh iqraar laazmi karta,
kuchh aur der meri jaan tatoltey uss ko.
Kisi ki aankh se ‘mohsin’ zaroor peeta hai,
tamaam shehar ne dekha hai daultey uss ko. !!
SHARING 3
احساس
نادان دل کو کون یہ سمجھائے گا بھلا
احساس نہ ہو جس کو تو پھر انتظار کیوں
Poetry Contest (october 2015)
main kafi membrs ne part lia un
sb ko well done

or jinhon ne part nai liya or susti dikhai un k liye


Note: Jo currently active members hain un k hi votes count hongy
unactive members k votes count nai kiye jayngy
apni voting speed bhara lein kyun ky thread sunday ni8 ko close kr dia jaye ga
Jin members ne part lia ye rahi sharings best one ko vote krna hai !!
SHARING 1
SHARING 2
Zara si der mein hum kaise kholte uss ko,
tamaam umar lagi jhooth bolte uss ko.
Jise kasheed kiya tha khumaar-e-khushboo se,
misaal-e rang hawaaon mein gholtey uss ko.
Woh khwaab mein hi utarta shuaa-e subah ke saath,
hum apne aap hi palkon pe taultey uss ko.
Woh ashq tha usey aankhon mein dafan hona tha,
gauhar na tha ki sitaaron mein roltey uss ko.
Woh bewafa tha toh iqraar laazmi karta,
kuchh aur der meri jaan tatoltey uss ko.
Kisi ki aankh se ‘mohsin’ zaroor peeta hai,
tamaam shehar ne dekha hai daultey uss ko. !!
SHARING 3
احساس
نادان دل کو کون یہ سمجھائے گا بھلا
احساس نہ ہو جس کو تو پھر انتظار کیوں
SHARING 4
Ansoo
Yaha'n par main apni aik likhi hoi nazm share kar raha hoon
Aaj bhi wo Masoom si Larki
Us patthar pe Beti hai
Jis phathar pe bethy shakhs se
Ghantoo’n batain karti thi
Kandhy par sar rakh ky apna
Haal e dil sunaati thi
Dheemy Dheemy lafzoo’n main
Izhaar e Muhabbat karti thi
Hansti thi Kabhi roti thi
Kabhi Payal ko chankaati thi
Bachpan ke Masoom se geet
Khud se gungunaati thi
Aanchal ko sirkaati thi
Aur apna dil behlaati thi
LEKIN ab Mahool alag hai
Soona soona saara jag hai
Aaj bhi sab kuch Wesa hi hai
Wahi parindy aur wo geet
Lekin un ke geeto’n main
Kuch dard o gham jhalakta hai
Tab khushi ke Ansoo’n thy
Ab dukh se aankh chalakta hai
Aaj bhi wo Masoom si larki
Us patthar pe beti hai
Jis patthar pe bête shakhs se
Ghanto’n batain karti thi
(Self Poetry)
SHARING 5
Gulaab Aankhen.. Sharab Ankhen,
Yehi To Hein. La-jawab Aankhen,
Ansoo
Yaha'n par main apni aik likhi hoi nazm share kar raha hoon
Aaj bhi wo Masoom si Larki
Us patthar pe Beti hai
Jis phathar pe bethy shakhs se
Ghantoo’n batain karti thi
Kandhy par sar rakh ky apna
Haal e dil sunaati thi
Dheemy Dheemy lafzoo’n main
Izhaar e Muhabbat karti thi
Hansti thi Kabhi roti thi
Kabhi Payal ko chankaati thi
Bachpan ke Masoom se geet
Khud se gungunaati thi
Aanchal ko sirkaati thi
Aur apna dil behlaati thi
LEKIN ab Mahool alag hai
Soona soona saara jag hai
Aaj bhi sab kuch Wesa hi hai
Wahi parindy aur wo geet
Lekin un ke geeto’n main
Kuch dard o gham jhalakta hai
Tab khushi ke Ansoo’n thy
Ab dukh se aankh chalakta hai
Aaj bhi wo Masoom si larki
Us patthar pe beti hai
Jis patthar pe bête shakhs se
Ghanto’n batain karti thi
(Self Poetry)
SHARING 5
Gulaab Aankhen.. Sharab Ankhen,
Yehi To Hein. La-jawab Aankhen,
Inhi Me Ulfat , Inhi Me Nafrat
Sawab Aankhen , Azab Aankhen.
Kbhi Nazar Me Bala Ki Shokhi
Kbhi Sarapa Hijab Aankhen.
Kbhi Chhupaati Hn Raaz Dil K
Kbhi Hn Dil Ki Kitab Aankhen.
Koi Hai Inn K Karam Ka Talib
Kisi Ka Shok-e-Wisal Ankhen
Hazaro inse Qatal Huvy Hen
Khuda ki Bandi Sambhal Ankhen
SHARING 6
Sawab Aankhen , Azab Aankhen.
Kbhi Nazar Me Bala Ki Shokhi
Kbhi Sarapa Hijab Aankhen.
Kbhi Chhupaati Hn Raaz Dil K
Kbhi Hn Dil Ki Kitab Aankhen.
Koi Hai Inn K Karam Ka Talib
Kisi Ka Shok-e-Wisal Ankhen
Hazaro inse Qatal Huvy Hen
Khuda ki Bandi Sambhal Ankhen
SHARING 6
SHARING 7

SHARING 8
Poet: majassaf imran
By: majassaf imran, gujrat
SHARING 9
Mujh Say Gilay Hain Mujh Pe Bharosa Nahi Ussay,
Yeh Soch Kar Hum Ne Bhi Tou Roka Nahin Ussay,
Wo Shakhs Kabhi Chaand Sitaron Se Ye Puchay,
Hai Konsi Wo Raat Jab Socha Nahin Ussay,
Alfaaz Teer Ban Kar Utartay Rahay Dil Main,
Suntay Rahay Chup Chaap Hi Toka Nahin Ussay,
'SAAGAR' yeh Muhabbat Nahin Asool-e-Wafa Hai,
Hum Jaan Tou Daingay Par Dhoka Nahin Ussay...!
SHARING 10

@Don @RedRose64 @saviou @Pari @Aks_ @STAR24 @Shiraz-Khan @Fanii @AnadiL @Bird-Of-Paradise
@Parisa_ @Zahabia @Guriya_Rani
@Abidi @Ahmad-Hasan @Aayat @aishagull @AR @Akaaaash @Afsaan @Aina_ @Armaghankhan
@Angel_A @Amaanali @Ajnabhi @-Anna-
@amerzish_malik @Arz0o @Arzoomehak @Aqsh_Arch @Asheer @attiya @Atif-adi @Awadiya
@Aaylaaaaa @Ayesha-Ali @Afnan_ @A7if @Ajnabee_Hoon
@Barkat_ @Babar-Azam @Blue-Black @Bela @Baarish @Brilliant_Boy @Binte_Hawwa @bilal_ishaq_786
@badsha_
@Chief @chai-mein-biscuit @CuTe_HiNa @Cheeky @Charming_Deep @colgatepak
@Danee @Dard-e-Dil @Dua001 @DevilJin @Dua_ @Dreamy Boy @dur-e-shawar @diya.
@errorsss @Dil_A_Nadan
@Fahad_Awan_Huh @Faiz4lyf @Flower_Flora @Fizaali @fahadhassan @furkaan @Fatima-
@FatimaJee @France-Boy
@genuine @gullubat @Gul-e-lala @gulfishan @huny @[email protected]!der @H0mer @[email protected] @Hoorain @hania7012
@Hoorainn @HWJ @hariya @Haider_Mk
@Iceage-TM @i love sahabah @italianVirus @illusionist @Island_Jewel @ijazamin
@junaid_ak47 @Justin_ @Jahanger @Just_Like_Roze @jimmyz @kaskar @lovely_eyes @LaDDan
@Lost Passenger @Lightman @LUBABA
@Mano_Doll @Mahen @Meerab_ @maanu115 @Mantasha_Zawaar @Manxil @Marah @Mas00m-DeVil @marib
@Menaz @minaahil @Mehar_G786
@Meekaeel @MSC @Minal @mrX @MukarramRana @MumS @Muhammad_Rehman_Sabir @Mawaa_Khan @maryoom
@Nadaan_Shazie @Naila_Rubab @namaal @NamaL @nighatnaseem21 @Noor_Afridi @Noorjee
@nizamuddin @Noman-
@Ocean-of-love @onemanarmy @p3arl @Panchii @Pari_Qrakh @Poetry_Lover @Prince-Farry
@Princess_Nisa @Princess_E @pyaridua
@Raat ki Rani @raaz the secret @Rahath @Ramsha_Cat @raji35 @Ramiz @RaPuNzLe @reality
@REHAN_UK @Robina_Rainbow
@seemab_khan @Sameer_Khan @Syeda-Hilya @S_ChiragH @sweet-c-chori @ShehrYaar @sikander1111
@shailina @Shahzii_1 @Shoaib_Nasir
@shineday11 @Sabeen_27 @shzd @S_Me3R @Sunny_ @Silent_tear_hurt @sweet bhoot @sona_monda
@silent_heart @shehr-e-tanhayi
@SpectativeSchahzaad @soul_of_silence. @Stylo_Princess @Shona619 @SUMAIKA @soul_snatcher
@sweet_lily @sweet_c_kuri @Sweeta
@Toobi @Twinkle Queen @Tanha_Dil @Tariq Saeed @ujalaa @Umeed_Ki_Kiran @Umm-e-ahmad @umeedz
@unpredictable2
@Vasim @Wafa_Khan @wajahat_ahmad @X_w @yoursks @Yuxra @Zia_Hayderi @zaryaab @Ziddi_anGel @zonii
@Z-4-Zahid @zealous @Zaad
@zaryaab @Zaad @chai-mein-biscuit @Aks_ @STAR24 @Shiraz-Khan @Fanii @Bird-Of-Paradise
@Parisa_ @Zahabia @Afsaan @Aina_ @Armaghankhan @Angel_A @Amaanali @Ajnabhi @-Anna-
@Barkat_ @Brilliant_Boy @fahadhassan @kaskar @Mano_Doll @marib @minaahil @Mehar_G786 @nizamuddin
@Ocean-of-love @onemanarmy @Ramsha_Cat @ShehrYaar @sikander1111 @S_Me3R @Sunny_ @shehr-e-tanhayi
@Angel_ @khalid_khan @DeMon-
Last edited by a moderator: