Assalamoalikum frnds...
Sorry aajkal RR bohat zyada busy hain isliye jab tak wo free nahi ho jati winner main hi announce kiya karoongi...I hope u don't mind...
So frnds is week ke game ka topic tha ...
DIL
sare members ne itni umdah sharing ki hain ke mere liye winner choose karna mushkil ho raha hai...
per choose to karna hi hai....sabse pehle main un sabhi members ka shukriya ada karna chahoongi
jinhone poore zauq o shauq se is game me participate kiya aur is game ko itna tough banaya...
Ab waqt aa gaya hai ke winner ka naam annaunce ker diya jaye to hazrat dil tham len...
Is week ke game ke winner hain...
.
.
.
.
.
.
Inki ye poetry jeet ki mustahaq payi gai hai....

Na bhuja chiragh-e-Diyaar-e-dil, Na bicharne ka tu malal kar
Tujhay degi jeene ka hosla, Mere yaad rakh le samhal ka
Ye bhi kya k aik hi shaks ko, kabhi sochna kabhi bhoolna
Jo na bujh sake wo diya jala, Jo na hosake wo kamaal kar
Gham-e-Aarzu mere justuju, main simat k aagaya rubaru
Ye sakoot-e-marg hai kis lye, main jawab don tu sawaal kar
Tu bichar raha hai to soch le, tera sath hai mere zindgai
Tujhay rokna mere maut hai, mere bebasi ka khayal kar
Ye jo ek saat-e-wasl hai, sar-e-saat-e-zehan jami hue
Issi ek saat-e-wasl ko kabhi maah kar kabhi saal kar
Mere dard ka, mere zabt ka, mere bebasi, mere sabar ka
Jo yaqeen na aaye to dekh le, tu hawa main phool uchaal kar
Tere sarhado pe main kyun rukon, mujhay rok mat mujhay jane de
Mere saari umer safar ki hai, mujhay is qadar na nidhaal kar
Jo khushi mile, wo kabool kar, mujhay chor de mujhay bhool ja
Main hon “Jazib”-e-sitam aashna, tu bas apne ghar ka khayal kar

Ye Raha Aapka award

{(viannon)}{(viannon)}{(viannon)}{(viannon)}

v{()|aw