woh baat...

  • Work-from-home

mohtarum

Newbie
Mar 31, 2007
334
126
0
48
Woh baat kahoo jo kahi nahi
Woh Muzoo cheroo jo suna nahi
Woh baat jo aankhein kehti hain
Woh baat jo tum ney kahi nahi
{()|as34
Woh baat jo tumharey dil main hai
Woh baat jo main ney suni nahi
Kuch dil k afsaney suna bhi doo
Kuch bhaid puraney dikha bhi doo
{(giveheart)}
Woh ehsaas jo tum ney chupaye hain
Woh lamhey pyaar k dey bhi doo
Kuch meri dharkan sun jaoo
Kuch apni kahani keh jaoo
{(ahy9)}
Jo jazbaat adhoorey reh gaye hain
Un khwaboo ko poora kar jaoo
Un jazboo ko ab sahara doo
Jin ko manzil ab tak mili nahi
{()|jdf
Woh raaz dil k bata bhi doo
Woh baat keh doo jo kahi Nahi...!!
{()|asf
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top