Www.tmnews.com

  • Work-from-home
Sep 8, 2009
7,895
5,402
0
England-Deep Darkness
{(salamz)}
Aaj hum aik new topic start karnay jaa rahay hain jiska naam hai www.Tafreehmelanews.com
well.... karna yeh hai k hum TM morning say lay kar LATE night tak ki sari news update karaingay..
for example : Aj TM mein kya kya hua?{(thinkg)}
kisnay kis say friendship ki?{(hi5)}
kis nay kiski pitai ki?slap1)}
kon TM say banned kardiya gaya ? etc etc... {(close)}
to ayeh hum apko lay chaltay hain aj ki latest HEADLINES ki taraf....
aj subha subha CHATBOX ko FAHAD & INNOCENTKILLER nay KHUSHAMDEED kia...jiski wajah say chat box mein abhi tak TRAFFIC jam HAI..
MSC ki thread jo usnay kisi k mu tod JAWAB mein lagai thy us mein choti si galti ki bina par BOYZ nay uska mazak udiya..
or next week TM par kuch new improvement honay jaarahy hai umeed kartay hain ap sub ko pasand aigi..

to ayeh hum apko lay chaltay hain apnay chat box ki janib jahan HUDA humaray numaindi hmain wahan ki sorahtay haal say agaah kaarainge
to batyeh HUDA chat box ki kya sooray tihal hai abhi tak kitnay logo ko batoon say mar diya gaya hai ?
 

Huda

ĂĸŠ έ ĶĦυşЊŎŏ
VIP
Jan 30, 2009
7,699
5,724
113
Karachi
jee cinderella jee ap daikh sakti hain aj ka chat box ka mahool jahan fahad or in cent killer india k baray mein tabsira kar rahay thay or prince farry bechara

bech mein aya to usay zakhmi kardiya jiski wajah say usay ghar bhaij diya gaya hai ...bech mein aya to usay zakhmi kardiya jiski wajah say usay ghar bhaij diya gaya hai ...

 

Huda

ĂĸŠ έ ĶĦυşЊŎŏ
VIP
Jan 30, 2009
7,699
5,724
113
Karachi
jaisa k ap jantay hain k subha subha india k topic par kuch muzakrat shuru hogai thay jis ki bina par PRINCE nay samjhanay ki koshish to unpar tashadud kia gaya or ghar pohancha diya gaya.. jee cinderella jee

 
Top