Yaad Rakho Agr Janant

  • Work-from-home

MuftiSaeed

Regular Member
Dec 26, 2013
124
86
528
New York, New York
Assalaam O Alaikum,

Praise Be To Allah

Conclusion of the teachings of the Quran and Hadith, three sins are not forgiveable by Allah.

Shirk
Kufr
Bidah

The next level of sin is called "Major Sin" and only Allah has the right to forgive or not.
Among the major sins, disrespecting and disobeying parents is a major sin also.
Allah may or may not forgive who does not fulfill the rights of parents.

Quran 17:23-24

Thy Lord hath decreed that ye worship none but Him, and that ye be kind to parents. Whether one or both of them attain old age in thy life, say not to them a word of contempt, nor repel them, but address them in terms of honour. (23) And, out of kindness, lower to them the wing of humility, and say: "My Lord! bestow on them Thy Mercy even as they cherished me in childhood." (24)

Abu Ammaar Saeed Ahmed
Islamic Research Foundation New York
http://www.irfny.com
 
Zeshan_love2

Banned
Dec 31, 2013
137
38
28
Dammam

mufti saab Hadees main hy, Jis nien Apni Maa ka Bosa liya us nien Kaba ki Dhellez ka bosa liya,
jis nien MAa ka chehra subha muskra ker dekha us nien ik haaj k brabaer swab paya,

aur ik baaat jis ka baap naraz ho us say Allah naraz hota hy, aur us ki koi ibadit nahi qabool hoti,

is larki nien apny waldeen ko khuda bana k naouzBillah pojnien ka nahi kaha
jo ap kufir aur biddah keh rhay ho,

maa baap k sath islam main sab say pehly hukm howa hy husn-e-ikhlaaq bartnien ka

aur ap quran ki koi ayat share kerty ho to us ka urdu mai ntransltion kiya karo ta k main ap ko us ki tasheereh ker skoun english mujhe kam kam hi smajh ati hy
 
MuftiSaeed

Regular Member
Dec 26, 2013
124
86
528
New York, New York
Assalaam O Alaikum,

Praise Be To Allah

Please anyone want to prove their claim and providing hadith about anything, provide a complete reference what ever you have mentioned above.

mufti saab Hadees main hy, Jis nien Apni Maa ka Bosa liya us nien Kaba ki Dhellez ka bosa liya,
jis nien MAa ka chehra subha muskra ker dekha us nien ik haaj k brabaer swab paya,

aur ik baaat jis ka baap naraz ho us say Allah naraz hota hy, aur us ki koi ibadit nahi qabool hoti,

is larki nien apny waldeen ko khuda bana k naouzBillah pojnien ka nahi kaha
jo ap kufir aur biddah keh rhay ho.

What ever you ahadith you have mentioned above, please provide me complete reference information about each hadith above.

Jazakallah

IRFNY
 
ok mian search kerta houn

aur tab taak mian ap ko aur b hwala dy doun,

woh yeh k Hazrat Mousa nien Allah say Posha K Ay Allah mare jannat mian sathi kon ho ga To Allah nine kaha woh ik Qisaab hy,
Hazrat mousa us Qisaab ko nahi janty thy
to Hazrat mousa us Qisab ki tarif chal diye aur us k sath rehnien ka fasla kiya ta k woh deekh skien k woh kon sa amal kerta hy,
Woh Qisaab nahi janta tha k Yeh mousa KAleem Mullah hy

Hazrat mousa nien us Qisaab say kaha mian tmhre sath rehna chata houn to qasab nien un ko apny sath rakh liya

phir qasaab nien pura din ghosht bachnine ka bad Hazrat mousa ko lay ker ghar ki tarif ko chala gya,

jab Hazrat mousa un k ghar gye to waha ik burhi Aourat dekhi,

woh qasab nien gsoht pakay aur us mian rotiyaan bigho ker us barhi aoourat ko khela di jo us ki maan thi,

Burhi aoorat nien khana khany k baad us qassab k kaan mian ik baat kahi,

jis ko woh sun ker (Qasaab ) mukra diya,

Hazrat mousa nien Un say Posha k yeh aourat kon hy, aur is nien tmhre Kaan min kya kaha ,
aur tm muskra kiyo diye

to woh Qasaab bola yeh borhi Aourat mari maa hy,
mian rooz is ko khana khelata houn,

jis k badly mian yeh mujhe dua dyti hy k Allah tmhe jannat mian musa Kaleem Mullah k sath dy,
jis ko mian sun ker muskrata houn k kaha mian khaa Mousa kaleem Mullah
 
Zeshan_love2

Banned
Dec 31, 2013
137
38
28
Dammam
Aur Hazrat Awais Raza Aashiq e Rasool
un ka rutba dekho un ki maa ki waja say
yaha tak k woh apny maa k hukm ki waja say Hazoor Pak S.A.W.W ko mily baghir jaldi ghar aaa gya ,
aur kya btao baki un do hadeesoun ka hwala mian ap ko btaoin ga

aur app ko ik baat kaho Quran main baar baar is liye yeh baat aye hy , k tmhre maal tmhre maa baap tmhri olad tm ko rooz akhrat kuch nafa nahi dein gy

mufti saab to yeh un k liye hy , jo waldein olad ko Islam k mutzaad chalnien per amada karty hien
ya jo kehty hien hum nien apny baap dadaoun ko pathroun ko pojty dekha hum b is liye pojtien hien

Ilm Kitaboun say nahi Aqal say Barhta hy,

ager ap kitaboun ki baat karien to phir ap hindomet ki book per k hindo b ho skty hien
 
Top