Yaro Mujhe Mu’af Karo Main Nashe Mein Hun

  • Work-from-home

*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
31
Pakistan.. karachi
Yaro mujhe mu’af karo main nashe mein hun
ab do to jam khali hi do main nashe mein hun
mazur hun jo paon mere betarah pade
tum sar-garan to mujh se na ho main nashe mein hun
ya hathon hath lo mujhe jaise ke jam-e-may
ya thodi dur sath chalo main nashe mein hun
 
Top