Yazeed kaun hai......

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Assalam o alaikum Friendzz!!!!

Mera ek sawaal hai aap sabse jitna jaldi ho sake reply dene ki koshish kariye....

Mai kai din se dekh raha hu ke log Yazeed ko Yazeed(R.A)Radiallahu Taalanhu(Nauzubillah) ka khitaab derahe hai, aur agar derahe hai to uska authentication dihiye agar mujhe koi puchna chahta hai ke yazeed kyu nahi Yazeed ko (R.A) kaha jaa sakta hai uska authentication mai dene ke liye tayyar hu, mai yaha koi firqa parasti per larne nahi aaya hu, balke mujhe bhi clear karna hai ke ye maajra kya hai........

Jo shaqs Imam Hussain(R.A) ko qatal karta hai aur saare Ahle-Bait ko nuqsaan pohchaata hai usko ye khitaab kaise mil sakta hai.....
jab ki Rasool Allah Sallal Laahu Alaihuasallam ne irshad farmaya ki jo shaqs Ahle-Bait se mohabbat karta hai wo mujhse mohabbat karta hai, aur jo mujhse mohabbat karta hai usse ALLAH TAALA mohabbat karta hai....

Waiting for everyones Answer

JAZAKALLAH KHAIR
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Walaikum Assalam janab buhat acha topic hai well yazeed na murad kisi surat main rehmat ka baies nahi ho sakta jo bhi aisa kehta hai woh ghalati pe hai so kuch kehne se pehle us baat ka mafhoom samajh lena behtar hota hai so koshish ki jani chahye kuch kehne se pehle tehqeeq kar li jaye shukrya
 
  • Like
Reactions: Pari and Wasif Safi

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Walaikum Assalam janab buhat acha topic hai well yazeed na murad kisi surat main rehmat ka baies nahi ho sakta jo bhi aisa kehta hai woh ghalati pe hai so kuch kehne se pehle us baat ka mafhoom samajh lena behtar hota hai so koshish ki jani chahye kuch kehne se pehle tehqeeq kar li jaye shukrya



Bilkul durust farmaya aapne Zeeshan Bhai, lekin maine chan ullama ko suna hai jis se mera dimaagh ghoom gaya, ki wo is na muraad ko R.A ka darja derahe hai jab ki unhone jo references diye hai maine wo hadeeth bhi check ki hai wo hadeeth me aisi koi baat nahi likhi jo wo log bata rahe hai......
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
aap un hadees ko yahan pe show kar sakte hain toe karen takey main un ko study kar lon jin ki aap baat kar rahe hain
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
aap un hadees ko yahan pe show kar sakte hain toe karen takey main un ko study kar lon jin ki aap baat kar rahe hain

According to some ullema's those who took part in the battle of constantinople(city of Rome) will be given Jannah....
they are misquoting the hadeeth, according to their references..
IBN HAJAR-Al- Emta bil AL-Arbaeen page 96...

Lets Read IBN HAJAR-Loving and Glorifying Yazeed is not done except by a heretic who has void belief..
Yazeed had such characteristics that 'his lovers deserves to be faithless..(IBN HAJAR-Al- Emta bil AL-Arbaeen page 96)

*Does not mention first Army
*then lie about constantinople
*then lie about Yazeed in the Army..

According to Hadeeth
SAHIH BUKHARI-The Prophet Mohammed(pbuh) said "
THE FIRST ARMY AMONGST" my followers who will invade Caesar's City will be forgiven their sins.
Book of Jihad Vol#4, Book 52, No 175..

REFERENCES

1. Tareek Kamil- Imam Atheer
Vol 3 Page 231 Events of 49 Hijri
2. Tareekh Ibn Khaldoon
Vol 3 Page 15
3. Murujh Al Dhahab- Imam Dhahabi
Vol 3 Page 33
4.Ibn Katheer's
Al- Bidaya Wa Al- Nihaya...

1 Point
Jo
pehla lashkar(isko zehen me rakhe) ceaser's city per invade karega uske hi gunah maaf hunge naaki dusra ya teesra lashkar, aur Yazeed 8th lashkar me tha....
2 Point
Aur logon ne Constantinople ko point out kiya hai jab ke constantinople ka zikr koi bhi sahih Hadeeth me nahi hai balke Caesar's city ka naam hai wo koi bhi city ho sakti hai.....

ALLAH hame Haqq ke raaste per chale AMEEN....
 
  • Like
Reactions: Zee Leo

*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p
waalikumaslam

waisy main ny kbi b kisi say nahi suna k kisi ny yazeed ko yazeed RA kaha ho

or jo kehta hai wo ghlt kehta hai....
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Wa'alaikum assalam bhai jan thread to achhe sawaal ka lagaya hai aap ne
magar ghalat karke lagaaya hai pata hai kyun.?
yahan bhi bohot se loug use matlab Yazeed ko rehmatullah alaehe kahengein
aur kehte hain matlab ke use duaen dete hain jiski wajah unhein bhi pata nahin
bas kuch munafiq ulma jinki woh peirwi karte hain aur har soorat karte hain
to is soorat bhi unke naqsh e qadam per hi chalna pasand hoga inhein....

Thats all
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Wa'alaikum assalam bhai jan thread to achhe sawaal ka lagaya hai aap ne
magar ghalat karke lagaaya hai pata hai kyun.?
yahan bhi bohot se loug use matlab Yazeed ko rehmatullah alaehe kahengein
aur kehte hain matlab ke use duaen dete hain jiski wajah unhein bhi pata nahin
bas kuch munafiq ulma jinki woh peirwi karte hain aur har soorat karte hain
to is soorat bhi unke naqsh e qadam per hi chalna pasand hoga inhein....

Thats all


Bohot shukriya Saif Bhai, lekin doston aap sab se ye guzarish hai ke koi is thread ko personal naa len aur agar kisi ko meri baat ghalat lagti hai to Hadeeth ke saath mujhe proof karen.....
Maine koi larai ya jhagre ke liye ye thread nahi lagaya agar kisi ko ghalat lage ya kisi ko mere ye thread se koi takleef hui ho to uske liye mai unse muazerat chahta hu...
.
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
W salam..
Yazid e maloon kon tha ye to har musalman ko pata hoga..
Jisko Islam se waqfiyat nhi na to Yazid LA ko janta hoga na Hussain AS ko..
Yazid Bani Ummaiyah k khandan ka wo fard hai,jiski wajhe se Baani e Islam Paighambar e Khuda H.Mohd.Mustafa Swww ta qayamat aansu bhayenge..
Yazid Wo shaks hai jisne khandan e Risalath Swww ko neest o naabood kiya,Panjetan ki nishani ko mitaya
Yazid LA wo maloon hai jisne Rasool swww ki beti Fatima Zehra Sw k bacchon aur Ahl e baith e athaar par wo zulm kiya k sari kayenat me is jaise zalim ki misal nahi milti...
Agar Yazid LA na hota to waqeye Karbala runuma na hota aur agar Hussain AS na hote to aj Islam ka naam o nishan na hota..
Islam ko mitane ki koshish karnewala Yazid LA hi to hai...
LANATULLAH E ALA QAUMUZ ZALEMEEN
Jis jisne bhi Deen e Islam ko nukhsan pahunchane ki koshish ki un sab p Allah ki Lant beshumar
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Bohot shukriya Saif Bhai, lekin doston aap sab se ye guzarish hai ke koi is thread ko personal naa len aur agar kisi ko meri baat ghalat lagti hai to Hadeeth ke saath mujhe proof karen.....
Maine koi larai ya jhagre ke liye ye thread nahi lagaya agar kisi ko ghalat lage ya kisi ko mere ye thread se koi takleef hui ho to uske liye mai unse muazerat chahta hu...
.
Aap kisse mazerath talab karahe ho broo?
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Wa'alaikum assalam bhai jan thread to achhe sawaal ka lagaya hai aap ne
magar ghalat karke lagaaya hai pata hai kyun.?
yahan bhi bohot se loug use matlab Yazeed ko rehmatullah alaehe kahengein
aur kehte hain matlab ke use duaen dete hain jiski wajah unhein bhi pata nahin
bas kuch munafiq ulma jinki woh peirwi karte hain aur har soorat karte hain
to is soorat bhi unke naqsh e qadam per hi chalna pasand hoga inhein....

Thats all
Saif bhayi jo jiski pairwi karta hai r jo jiske naqsh e qadam p chalta hai bina tahqeeq kiye kya usko maafi hai?r jo jiski tayeed karega wo roz e qayamat usi k sath mahshoor hoga..
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
mai kisi ko point out nahi kar sakta siso, lekin yaha bhi kai log aise hai jo Yazeed ko R.A ka darje se maanne waale hai, isliye maine ye kehdiya....
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Mei point out ki baat nhi karing bhayi ..srf yh kahna chahti hun k ghalat ko ghalat kaha to maafi mangi jati hai?
 

Qalandar

Active Member
Aug 8, 2011
323
477
63
37
واصف بھائی
السلام علیکم
اآپ کے سوال سے مجھے بڑی خوشی ہوئی، آپ کا سوال بڑی اہمیت کا حامل ہے۔ اور ساتھ جو آپ نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی حدیث کا حوالہ دیا ہے قسطنطنیہ کی جنگ کا اس پر میں اپنا ویو پیش کرنا چاہتا ہوں۔
لیکن میں کل انشاء اللہ اس پر بات کروں گا۔ ابھی وقت نہیں دے پاوں گا۔
شکریہ
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan
Status
Not open for further replies.
Top