Ye Na Thi Hamari Qismat

  • Work-from-home

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
Ye na thi hamari qismat k wasa-e-lay yaar hota, agar aur jeetay rehtay ye he intazaar hota, teray waaday par jeeay hum,to ye jaan jhut jana, k khushi sy mar na jaatay agar itbaar hota, ye kahan ki dosti hai k banay hain dost nasih, koi chaara saaz hota koi gamgasaar hota, gam agarchaa jaan gasal hai py bachpan kahan k dil hai, gam ishg gar na hota gamay roazgaar hota, kahun kis sy me k kya hai,shab gam buri bula hai, mujhay kya burra tha marna agar aik baar hota, huay mar k hum jo ruswaa,huay q na garaky daraya, na kabhi janaza uthta na kaheen mazar hota …
 
Top