Kabhi Yeh Rooh Ko Qatal Kar Detey Hai
Aur Kabhi Yeh Rooh Ko Jhulsa Daitey Hai
Leken Yeh Lafz Hi Hai
Jo Khuwahishoo Ke Taptey Hoye Sehra May
Jiwan Ke Phool Khila Deta Hai
Aik Haarey Howay Insaan Ko
Jeewan Ki Umeed Suna Deta Hai
Kabhi Yeh Sath Chho Detey Hai
Kabhi Yeh Saath Churwa Detey Hai
Kabhi In Ke Zariyeh Nafrat
Doosroon Ke Diloo May Uter Jaati Hai
Jo Rooh Ki Ghehraayioon Ko Bhi
Zeher Zeher Kar Jaati Hai
Lafzon Ki Waja Say Yeh Zindagi
Bay Maani Ho Ke Reh Jaati Hai
Aur Kabhi In Lafzoo Ki Waja Say Yeh
Zindagi Jannat Bhi Ban Jaati Hai
Kitni Takat Hai InLafzoo May
Ke Zindagi Badal Jaati Hai
Yeh Lafz Hi Hai Jo Logo Ke
Diloo Ko Bhi Pighaal Detey Hai
Yeh Lafz Hi Hai Jo Jism Ke Saath
Rooh Ko Bhi Jhulsa Detey Hai
Yeh Lafz Ahmiyat Rakhtey Hai
Yeh Lafz Ahmiyat Rakhtey Hai
Aur Kabhi Yeh Rooh Ko Jhulsa Daitey Hai
Leken Yeh Lafz Hi Hai
Jo Khuwahishoo Ke Taptey Hoye Sehra May
Jiwan Ke Phool Khila Deta Hai
Aik Haarey Howay Insaan Ko
Jeewan Ki Umeed Suna Deta Hai
Kabhi Yeh Sath Chho Detey Hai
Kabhi Yeh Saath Churwa Detey Hai
Kabhi In Ke Zariyeh Nafrat
Doosroon Ke Diloo May Uter Jaati Hai
Jo Rooh Ki Ghehraayioon Ko Bhi
Zeher Zeher Kar Jaati Hai
Lafzon Ki Waja Say Yeh Zindagi
Bay Maani Ho Ke Reh Jaati Hai
Aur Kabhi In Lafzoo Ki Waja Say Yeh
Zindagi Jannat Bhi Ban Jaati Hai
Kitni Takat Hai InLafzoo May
Ke Zindagi Badal Jaati Hai
Yeh Lafz Hi Hai Jo Logo Ke
Diloo Ko Bhi Pighaal Detey Hai
Yeh Lafz Hi Hai Jo Jism Ke Saath
Rooh Ko Bhi Jhulsa Detey Hai
Yeh Lafz Ahmiyat Rakhtey Hai
Yeh Lafz Ahmiyat Rakhtey Hai