Yeh Mehfil Jo Aaj Saji Hai.... @authentic_sitara

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
abhi to shuru hua hai mohtarma /:)

apne TM kyun aur kaise join kiye ye to batayen
TM join kiya tha buzzmela sey

wahan nelly,,don,,redrose aur pari they aur aik member zulqernain wo wahin batain krtey they TM ki

aik bar kafi arsey bad mai buzzmela pr gai tou wo band thi web tou mai ney TM join kiya nelly wagaira sey milney k liye tou bad mai pta chala k TM aur buzzmela don ka hai :)
aur meri sab sey pehli id thi http://www.tafrehmella.com/members/zara24.45958/

@Zara24

aur jab TM pr ayi mujhey kuch samjh na aya k kya krna hai aur mai phir nhi ayi ,,,phir aik bar dobara ayi 2 saal bad :D apni is id sey
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

ohh wo ID se kyun nahi aaye phir?
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
3. Zindagi Khuda Ka Diya Tohfa.... Halaat O Waqiyaat Kabhi KhushiyaN Detay HaiN Aur Kabhi Ghum Se Humkinaar Kartay HaiN Aur DonoN SooratoN MeiN Insan Is Ka Izhaar Kuch Is Tarah Se Karta Hai
Zindagi Zinda Dili Ka Naam Hai
ya phir
Zindagi Hai Mar Mar K Jiay Janay Ka Naam
Aap Ki Kiya Raaey Hai Is Baray?

zindagi mai halaat badaltey rehtey hai ,,, zindagi usi ka nam hai k kal ki behteri ki umeed rakhi jaey,,, jesey doobtey ko tinkey ka sahara ..jis waqt hum kehtey hai IN SHA ALLAH kal sab theek ho ga yehi alfaz humarey liye nayi umeed latey hai . jesey khushiyon pr khushiyan milti rahey aur aik gham mil jaey tou insaan sari khushion ko bhula deta hai,,isi trha gham pr gham milney k bad insan ko aik khushi miley tou wo sarey gham bhula deta hai aur Allah ka shuker ada krta hai,,, in dono halat mai sabir aur na shukrey insan ki azmaish hoti hai

bahot achi tarah se baat ki wazahat ki hai siso...
lakin aik baat thora sochne par majboor kar rahi hai woh ye k....

aik khushi milay to insaan saray ghum bhula deta hai...... to kiya koyi aur ghum milne par woh saray ghum phir se yaad nahi aa jatay? bas thora sa apnay khyaal ka izhaar kar dijiay.
 
  • Like
Reactions: Authentic_Sitara

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
4. Paisa.. Zindagi Ki Aik Eham Zaroorat.... Is Ki Kitni Ehmiyyat Hai Aap Ki Nazar MeiN?

:inpain ye bohot dukhi swal ho gya :p merey nazdeek paiso ki ehmiyat nhi hai ,,bulka uski ehmiyat hai jo itni mehnat kr k paisey kamata {(giveheart)} mai apni zroorton ko kam kr leti hon :D
yeh to sahi kaha aap ne..... kamanay walay ki zyada ehmiyat hoti hai lakin is baat ki samjh nahi aayi k sawal dukhi kaise tha?
 
Top