Zahir hai jab zehn mein aey ga tabhi likhen gi... jo link diya tha main ne us ki baat ki thi.Thank you but no. Q k mjhy apney kaam khud krny ki adat aur mein kahaniya iss trha likh bhe nahi paati. Wu tu jab zehn mein aati, jaisa aati bs waisa waisa mein likhti jaati. Koi specific timing nahi huti.Thank you for the offer though. Agr kabhi zarorat pari tu aap sa hi kahu gi
![]()
jee zaroor jab bhi kaheN, hazir hain.