Zavia

  • Work-from-home

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
"jab koi rukjsat ho jata hai aap ke dermiyan mein se, aur mouat is kay sath rishta ghant leti hai tou phir admi souchnay lagta hai ke yeh mouat ka jo wajoud hai, is ka taluq adam k sath hai ya moujood k sath. admi tou guzar geya, chala geya, lekin woh apni yadin chour jata hai, aur kabhi youn bhi hota hai k woh zindagi mein itna kuch nahi tha, chalay janay k baad jitna kuch ho geya. mein souchta raha k mout bhi zindagi ka, roupaye ka dousra rukh he tou hai, lekin yeh bari aehma baat hai aur bari dilchasb hai, aur is k sath aik gehra rishta rakhna bohat zaroori hai.!"
@[USERGROUP=109]Tag_TM[/USERGROUP]
 
Top