Ziyada Filmen Dekhne Se...................????

  • Work-from-home

Filmon Ke Asraat?

  • Time Waste Hota Hai

    Votes: 8 23.5%
  • Dimagh Kharab Hota hai

    Votes: 14 41.2%
  • Knowledge Bharti Hai

    Votes: 2 5.9%
  • Imagination Bharti Hai

    Votes: 4 11.8%
  • Explore New Things

    Votes: 8 23.5%
  • I Don't Know

    Votes: 2 5.9%

  • Total voters
    34

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
bohat ziada movies daikhne se to time zaya hota hay, insan sust ho jaata hay:p
dimagh kharab hota hay :p
jo time koi achi baat sochne may lgaya ja sakta hay wo fazul k khayalt may lagta hay
insan haqeeqat se door bhi ho jata hay :s
family se bhi door hota hay q k aur kahi kabhi concentrate karo na karo movie daikhte hue sab fully concetrate karte hain sirf movie par ;))

moral of the story is:

ziada movies daikhan sehat k liye muzar hay wazart_e_khayalat,hakoomat_e_hoorastan:p
 
  • Like
Reactions: Don and Nelli

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
hahahahaha Hoor sis, sooooooooooooooooperb reply:D:D n i totally i agreed wid u:)
wese jo log high professional hain aur kaafi busy rehte hain un k liye i guess time pass ke liye theek hain, but sirf comedy films tak{(popcorn)}
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hahahahaha Hoor sis, sooooooooooooooooperb reply:D:D n i totally i agreed wid u:)
wese jo log high professional hain aur kaafi busy rehte hain un k liye i guess time pass ke liye theek hain, but sirf comedy films tak{(popcorn)}
haan na kabhi kabhi to theek hay, koi achi aur different ho to daikh li jaaye.. u know maine last movie konsi dekhi "stanley ka dabba" :p muje movie samajh nhi aa rhi thi lakin interest hoing k iska end daikhun muje laga us may zarur koi acha lesson hoga that was about school children n teachers' behavior towards them par 30 min mushkil se dekhi bhai ne channel change kar diya bhai bole paglon waale kaam na kiya karo :s
abhi me soching examz k baad daikhungi zarur :p
par kuch logon ko inni ziada addiction ho jaati hay like drugs addiction:-ss :pto wo ghalat hay {(popcorn)}
 
  • Like
Reactions: Nelli

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
hmm true:)
well is ek sawal ke kaafi jawab hain, advantages b aur disadvantages b so letz c k baqi sab kya kehte hain:s

haan na kabhi kabhi to theek hay, koi achi aur different ho to daikh li jaaye.. u know maine last movie konsi dekhi "stanley ka dabba" :p muje movie samajh nhi aa rhi thi lakin interest hoing k iska end daikhun muje laga us may zarur koi acha lesson hoga that was about school children n teachers' behaviour to them par 30 min mushkil se dekhi bhai ne channel change kar diya bhai bole paglon waale kaam na kiya karo :s
abhi me soching examz k baad daikhungi zarur :p
par kuch logon ko inni ziada addiction ho jaati hay like drugs addiction:-ss :pto wo ghalat hay {(popcorn)}
 
  • Like
Reactions: Asma24 and hoorain

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Wa'alaikum assalam nice poll Nelli sis zyada filmein dekhne se dimagh kharab hota hai
aur banda tasavvuraat ki dunya mein gum ho jaata hai apni asal zindagi per
dhiyan nahin de paata jis ke bohot se bure asraat hote hain ab to khaaskar
bollywood humare ragon mein youn shamil ho chuka hai ke gaanon mein gaaliyan
bhi kyun na hon 12 saal ke bache se le kar 60 saal ka buzarg bhi gunguna
raha hota hai jaise ke sheila ki jawani... munni badnaam bollywood sabit kar raha
hai ke woh ab saare film mein kuch bhi na dikhayen phir bhi hum us film ko
50 dafa dekhna pasand karengein c,mon peoples dekho filmein bhale hi itna
hatna chahte ho to hat jao deen se magar itna bhi nahin ke kuch bhi ho tumhein
rouz 6-7 ghante T.V yaa PC ko dene hi hain
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
walikum asalam

opption no 4...

gonah alag hota hay.....or dimagh to karab khair hota he hay...specilly kacchay zehan....

but imagination jis bore tara boys or girl ko karab karte hay...unhay ehsas kamtre may mobtalakarte hay...is say ziada to mujy or koe side effect nae bazar ata...

har larki apnay apko ash or ha larka apnay apko shk r salman bananay may laga hay...
 
  • Like
Reactions: Nelli

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
i agreed:)

Reactions: Tooba Khan

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
hmmm so true bro:) thanks for ur views
Wa'alaikum assalam nice poll Nelli sis zyada filmein dekhne se dimagh kharab hota hai
aur banda tasavvuraat ki dunya mein gum ho jaata hai apni asal zindagi per
dhiyan nahin de paata jis ke bohot se bure asraat hote hain ab to khaaskar
bollywood humare ragon mein youn shamil ho chuka hai ke gaanon mein gaaliyan
bhi kyun na hon 12 saal ke bache se le kar 60 saal ka buzarg bhi gunguna
raha hota hai jaise ke sheila ki jawani... munni badnaam bollywood sabit kar raha
hai ke woh ab saare film mein kuch bhi na dikhayen phir bhi hum us film ko
50 dafa dekhna pasand karengein c,mon peoples dekho filmein bhale hi itna
hatna chahte ho to hat jao deen se magar itna bhi nahin ke kuch bhi ho tumhein
rouz 6-7 ghante T.V yaa PC ko dene hi hain
 
SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
hmmmmm explore new thing jo kabhi khaaab me bhi nahi dekhi woh screen pe dikh jati hai {(confuse)}{(confuse)}
 
Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
ziyada filmen dekhne se maza b aat hy aur time waste b hota hy:)
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
dimagh kharab ho jata hai..zehan aur dil k liye films achi nhi hoti
:p
 
NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
zyida filming dekheny se film dekhney ka stamina berhta hai :p
 
HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
main tu saal main koi aak English mOvie dekh laiti hOn Yahe Kabhe yah bhi nahi..! Jus hOrror n Islamic History se related..! Baqi Indians mOvies Tu Kabhe nahi dekhti sakht IrritatiOn Hote hay. yah Time Waste, Dimgh Kharb kerna, Un k Culture ko prOmote kerna aur bOhat se Burayon ko Adopt kerna hay.
 
Top