zyada mazak kerne wala admi

  • Work-from-home

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
31
mardan
AAp kya samajhte hain jo koi bhi zyada mazak kare us ki izzat doosre insan ki nazer main kya hogi aur zyada mazak kerna theek hai ya nahi

i think no kyun k jo admi zyada mazak kerta hai us ki izzat doosre aadmi ki nazer main kuch nahi

aap kya sochte
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
zyada mazak nahi karna chahiye.....
kyunke pher samne wala kabhi bhi mind karsakta hai...
 

CoOoL

TM Star
Jul 1, 2009
1,267
804
413
Pakistan
Agree with u brothers,
Zeyada mazak waqai nahi krna chaye mera yahi man'na hai k har cheez ki ek limit hoti hai ager os se bahir jao k to apnay or dosron k liye takleef ka sbab bano gay, es liye insan ko dosro ko khush rakhna chaye or khud bhe khush rehna chaye, mazak zrur karo pr limit main reh kr or jis se app baat kr rahay ho os k mutabik baat karo to koi mazaq main koi harj nahi es se behtar hai k ap rud attitude apnaye, mere khyal se es se na ap ki ezzat kam ho gi bal k log app se mil kr khush hoon gay..........thanks
 
  • Like
Reactions: hoorain

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
depend karta ha k next person kon ha
agar ap ka close frd ha or ap k mazak ki limit ko bardahst karta ha to ok
but still limits may reh k mazak karna he behtar ha
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
aik had tak har cheez achi lagti hay
mazaq karna chahie magar saamne wale ko daikh kar k kia wo mind to nhi kare ga ya badtameezi .......

aur mazaq may bhi kisi ko hurt nhi karna chahie...
hamesha khush raho aur doosro ko khush rakho/.......{(popcorn)}{(popcorn)}{(popcorn)}{(popcorn)}pop corn khao maze urao{(dancing)}
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
38
Karachi
I think mazak us se kero jo aap ke mazak ko samajhta ho..... kyon keh bura woh he mana sakta hai jo mazak ko serious leta ho... so mazak zyada ho ya kum bura lag sakta hai... aur aap ke hanasne ki khawish kisi ki narazgi ka sabab bane shayd koi bhi yeh nahi chahta... so my answer is its depend on person whose you talk....
 

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
31
mardan
I think mazak us se kero jo aap ke mazak ko samajhta ho..... kyon keh bura woh he mana sakta hai jo mazak ko serious leta ho... so mazak zyada ho ya kum bura lag sakta hai... aur aap ke hanasne ki khawish kisi ki narazgi ka sabab bane shayd koi bhi yeh nahi chahta... so my answer is its depend on person whose you talk....
aap ne theek kaha dost
 

RedAngel

Super Star
Jan 8, 2010
7,732
4,775
513
33
dream land
i dun think so......wasy b ap mzaq srf un sy krty ho jin sy ap frank hon n wo ap k bht close hon n hansi mzaq sy hi zindgi ka mza ha...........n mjy ni lgta k is main izzat na hony ki bat ha jhan tk main ny dykha ha jo bnda bht shugli ho us ki gair mojoodgi main usi ko log sb sy ziada miss krty han.......
 

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
31
mardan
i dun think so......wasy b ap mzaq srf un sy krty ho jin sy ap frank hon n wo ap k bht close hon n hansi mzaq sy hi zindgi ka mza ha...........n mjy ni lgta k is main izzat na hony ki bat ha jhan tk main ny dykha ha jo bnda bht shugli ho us ki gair mojoodgi main usi ko log sb sy ziada miss krty han.......
zyada close hasi mazak se insan ki zindagi main koi izzat nahi rehti log use aik maskhara samajhte hain
 
Top