Haasil Nahi Aata..

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Uper Post Hue Sher Ki Tashreeh Mere Hisab Se Kuch is tarha hai :joy
@saviou bhia ki farmaish pe ;))



Shayer Apne mehboob Se Mukhatib hai Aur kehta hai. -na main Tujhe (mehboob) ko nazar andaz karsakta hoon. - Na hi shayer ka mehboob shaer k saath aik hone par aamada hai...Aur Shayer Agar Sab kuch bhool kar Apne mehboob ko Baantne ya bhulane ka khayal dil me lata hai..to shayer ko aisa lagta hai goya ab uske paas kuch b Baqi nahi..!! X_X

@Heart-Hacker @cute bhoot @HorrorReturns @amazingcreator @xortica_
good achi koshish /:)
 

Pakhtun

KhurramShahzad
TM Star
Mar 30, 2010
2,094
579
1,213
39
Mardan , KP
Koi qaaida, koi kuliyaa,
Na laagu tujh pe ho paaye,


Zarab tujh ko agar doon to ,
Hisabon mein khallal aaye,


Ikaayi ko, dahaayi par,
Mein doon nisbat to kaise doon?


Na qaalib ki tarha tum ho,
Na al-jabra se lagte ho,


Umer ye katt gayi meri,
Tujhe humdam samjhne mein,


Jo hall tera agar nikle,
To sab kuch hi ulajh jaye,


Sifar thi ibtidaa teri,
Sifar hi ab talak tum ho,


Sifar zarb-e-sifar ho tum,
Na jis se kuch faraq aaye…
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Koi qaaida, koi kuliyaa,
Na laagu tujh pe ho paaye,


Zarab tujh ko agar doon to ,
Hisabon mein khallal aaye,


Ikaayi ko, dahaayi par,
Mein doon nisbat to kaise doon?


Na qaalib ki tarha tum ho,
Na al-jabra se lagte ho,


Umer ye katt gayi meri,
Tujhe humdam samjhne mein,


Jo hall tera agar nikle,
To sab kuch hi ulajh jaye,


Sifar thi ibtidaa teri,
Sifar hi ab talak tum ho,


Sifar zarb-e-sifar ho tum,
Na jis se kuch faraq aaye…
wah wah..
Aala hai bohat..main share kardun isko??
 
  • Like
Reactions: Tafreeh_Mela

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
وحشتِ بے ربطیِ پیچ و خمِ ہستی نہ پوچھ
ننگِ بالیدن ہیں جوں موۓ سرِ دیوانہ ہم

kisi se help b leni tau le lain... hoorain ko batian...
@Hoorain sis iski Tashreeh karni hai aapko :troll
 

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Bohat achii soch hay. ..... different shaair hay kuch magar concept clear hay.......

Khuwaboo ki Tarah tha, na khayalon ki Tarah tha
woh ilm-e-riyazi Kay sawalon ki tarah tha
uljha hua aisa Kay kabhi Khul nahin paaya
Suljha hua aisa Kay misaloon ki Tarah tha
 
  • Like
Reactions: Shizu

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Bohat achii soch hay. ..... different shaair hay kuch magar concept clear hay.......

Khuwaboo ki Tarah tha, na khayalon ki Tarah tha
woh ilm-e-riyazi Kay sawalon ki tarah tha
uljha hua aisa Kay kabhi Khul nahin paaya
Suljha hua aisa Kay misaloon ki Tarah tha
Wah wahh..
Aalaw :-bd
 
Top