Kisky pas?g
ap ami ko bola krain ap k pas age ziada hai par experience km
Kisky pas?g
ap ami ko bola krain ap k pas age ziada hai par experience km
friendship.. ziada tar shadian totnay ki waja yeahi hoti.. keh miyan bevi aik dosray ko jnatay nai... koi relation friendship kay beghair nahi survive nhi kr sktaok
@HorrorReturns
- aik successful relationship k liye kia cheez sab se ziada zaruri hy??
- girls aur boys may aaj kal jo friendship ka rujhaan bhar rha hy aap kis had tk iski favour may ho??
- logo par jaldi bharosa kr laite hain ya bilkul nhi karte?
- Parents k sath kis had tak attached hain?
- ammi se last time kis baat par daant parri?
- konsi jaga jaane ka shoq hy?
- Politicians may se kon pasand hy aur kio?
- aapki Ideal personality kon hy aur kio?
- logo ko kis tara judge karte hain?
- apna attitude hamesha same rakhte hain ya saamne waale ko daikh k adjust karte hain?
- kaise logo ko tang krne ka maza aata?
- aisi koi baat jis par ab tk pachtawa hy?
hmm chalo kuch aur pochty haipata hai sab kuch main kisi se kuch nahi chupata... kia sochna... wohi purana dar.. jis ki waja se log deen o mazhab se juray hain
mera sawal jab dil toota tou reaction kya tha?Mera sawal ..last time dil kb toota tha?![]()
ghar main khana na milay tau sary ghar ko sir peh utha leta hn.. pehli roti meri hoti haihmm chalo kuch aur pochty hai
agar aapke liye ghar mai khana na bachy tou kya karty ho?
pf k questions ka reply kyun nhi karty? aur agar karty ho tou late kyun?
most emabbaring moment?
funniest moment in your life so far?
aaj kal regular namaz parhty ho?
is it true last year aapne sirf 4 rozy rakhey the?
es bar roze rakhne ka irada hai?
last time roza kab tora tha?
mera sawal jab dil toota tou reaction kya tha?![]()
ghar main khana na milay tau sary ghar ko sir peh utha leta hn.. pehli roti meri hoti hai
pf bht mushkail question hai ess lie sochna parta
aik dafa hamaray mohlay ki aik aurat ne mera greban pkra tha main ne us ki ungli maroori thi embrassing moment
aik dafa meray peechay behns lag gai thi.. buri mushkal se bacha
namaz... nahi parta.. juma kabi kabi
jo howa main sir b sijda tau zameen se anay lagi sada
tera dil tau hai sanam ashna tje kia milay ga nimaz main
30 rkhtay ... main kojay mar nahi rubi or fantasi ki tarah
piyar lagti kia pata chup kr pani pi loon
mera dil nhi tootta .. kabi main emotional nh hn logon k sath..Mera sawal ..last time dil kb toota tha?![]()
kafi dafa meri do cozn thien woh shadi karna chahti main ne bari mushakal se jan churaiLife myn ktni br majnu/devdas bny ho?![]()
rubi or fanstasi ki tarah adhay rozay nhi rkhta..Rubi aur fantasy ki trhan kya?![]()
kafi dafa meri do cozn thien woh shadi karna chahti main ne bari mushakal se jan churai
rubi or fanstasi ki tarah adhay rozay nhi rkhta..
wah quick replyghar main khana na milay tau sary ghar ko sir peh utha leta hn.. pehli roti meri hoti hai
pf bht mushkail question hai ess lie sochna parta
aik dafa hamaray mohlay ki aik aurat ne mera greban pkra tha main ne us ki ungli maroori thi embrassing moment
aik dafa meray peechay behns lag gai thi.. buri mushkal se bacha
namaz... nahi parta.. juma kabi kabi
jo howa main sir b sijda tau zameen se anay lagi sada
tera dil tau hai sanam ashna tje kia milay ga nimaz main
30 rkhtay ... main kojay mar nahi rubi or fantasi ki tarah
piyar lagti kia pata chup kr pani pi loon
g un peh mera saya ho gaya tah.. shkr hai un ki shadi hoi #:-sNormal to theen na wo?![]()
g un peh mera saya ho gaya tah.. shkr hai un ki shadi hoi #:-s