ap mje keh rahi main khuda ko apni marzi ka banana chahta hun or jo ap ki marzi ka hai us ko change nhi krnta chahti... misal kay taur par woh khushmand par khush hota hai.. keh log us ki tareef karian.. main chahta hn woh aisa na ho...aap her do minute bad esy q behave krty haen jesy hum talwar le ker ap k sir per khrhy hun??kuch ghalat bola meny kya??
![]()