Talk Shalk With Anadil -shehr-e-tanhayi & Sikandar1111

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
hahaha honestly muje yaad nhi last time main kis cheez pe itna beikhtyar hansi thi :p
its really funny,,,,apko task de k maza aata hy kio k aap active aur responsible ho aur ye tasalli hoti hy k umeed se bhar k achi tra complete kraingi ;)
Zara nawazi hai aap ki siso.... humein challange qabool karne mein maza aata hai... poora hona na hona shart nahi hai.;)
 
  • Like
Reactions: Hoorain

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
@adaab...Jee Jee Waaqyi Pooray Adaab O Ehtraam Se Sunaaey...
Shuruu meiN To Humein Samjh Hi Nahi Aa Rahi Thi K Kiya KareN Lakin Phir Dilchasp Laga Yeh Task.:p
han ye bohot mazey ka tha adab o ehtiram sey bherpoor :p

@Hoorain ka shuker kro k us ney apko kisi aur zuban mai translate krney ko nhi keh diya :p
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
@Awesome_Sunny & @sheher-e-tanhayi meri 3rd sheet Pichle Pages pe kho gai hy, aur aap dono ki nazron se ojhal hogai hy [-(So barae meherbani uska Jawab de k Mjhe Interview aagay barhane ka sharf aata karen u dono :joy
;))
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
han ye bohot mazey ka tha adab o ehtiram sey bherpoor :p

@Hoorain ka shuker kro k us ney apko kisi aur zuban mai translate krney ko nhi keh diya :p
aisa karteen agar woh.. to hum bhi unhen us zubaan mein sunatay jis ko samjhne k liay unhen humen hi bulana parta :)
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Favt Hasti Ummul Momeneen Hazrat Aayesha (R.A)
YooN To Unki Zaat Mukamail Tor Par Mutasir Karti Hai... Lakin Aap Ne Aik Poocha Hai To SAKHAWAT

Duniya Ghoomne Ka Mouqa Milay to Paris Ghooma Chahtay haiN.Is K Ilava Switzerland Aur Phir Se Turkey. November MeiN aik Baar Phir Se Turkey Insha Allah... Bahot Dil Ko Bhaya Hai Is Liay Phir Se.
Makka Aur Madina Ki Ziyarat Ka Irada Bhi Insha Allah Iss Saal K Aakhir MeiN Ya Aglay Saal K Shuruu MeiN Hai. Allah Taala Iraday MeiN Barkat Farmaaey. Ameen

Addicted .....chai .... garm garm chai hi sukoon se beth k peetay hain.. aur yeh waqat hum apni muntashir sochoN ko aik jagah markooz karne mein istmaal kar k aik baar phir taza-dam ho jatay hain.

nahi iss se hum agree nahi kartay.... log aksar apnay asali chehray chupaaey hotay hain.thora time lete hain impression ko last karne mein... ehtiyaat keh lijiay.

aik aadat jo humen ba yak waqat pasand bhi hai aur kabhi kabhi us se pareshani bhi uthatay hain. woh aadat yeh hai k hum apni har zarorat ko pas e pusht daal kar pehle dosroN ka sochtay hain. is se hum dosron ko khushi de kar khush ho jatay hain lakin kayi baar apni zaat mein dukh bhi uthatay hain. ab aap issay achi / buri donon keh sakti hain.

Dressing.... zyada tar shalwar qameez... lakin aksar jeans k sath long shirts. Dhakay sar k saath. pasand aisi hi hai k libaas humein dhaanpen na k humari numaayesh karay.

Best friends............... kiya mazak karti hain. hairaan mat hoiay ga humari bachpan se aaj tak ki koyi best saheli b nahi hai.Albata achay taluqaat sab se hain...

Koun Se Mumalik Ghoom Chukay HaiN ....Istanbul(Turkey) ... Amsterdam (Holland) ... Italy... Norway... Sweedon.... Germany...Danmark ...London... kaafi baar jana ho chuka hai inn countries mein.

life journey ka kiya btaayen.... ek muqaam woh jahan duniya mein aey... ek woh jahan moujood hain.. ek woh jahan chalay jaana hai... dekhein to zindagi naam hi 3 saansoN ka hai... aik jo le li.. aik jo le rahay hain... aik jo lena baqi hai... uski to koyi zamanat bhi nahi k aap ko yeh sab javab bhi post kar paayen.... ya aap k comments inn par dekh paayen.. duaaon mein yaad rakhiay gaa.

koun c daily routine.... aj kal to hum machine banay huvay hain... bhai bhabi Hajj k liay gay hain to hum un k 4 adad nounihaaloN ko sambhaal rahay hai tanha.. to aj kal humari routine wohi bnatay hain. Subah fajar k liay uthtay hain to namaz k baad seedha kitchen.. sath sath unhen b namaz aur school k liay jagatay jatay hain. aik bhateji se thori help lete k woh btaaey koun sa lunch box kis ka hai aur kis ne kiya le k jana hai. janay aur wapis aanay ka time raat ko sonay se pehlay hi likhva lete hain. sab se chotay ko week mein 2-3 baar humein pick & drop karna hota hai jis k liay neeche utrne k liay 40 aur ooper anay k liay 40 seeRhiyan hain. phir lunch k liay sochna hota hai k aisa kiya bnaayen jo bachay khush ho k khaayen. kitchen k sath sath TM to hai hi... yehi wahid sahara hota hai jo kitchen mein b humaray sath hota hai. khanay k baad homework... kisi ko khansi ho rahi hai to medicine... kabhi kabhar kapray dhonay.... ludo khelna, painting karna,sab roz ki routine mein shamil hai. kuch lanay wala ho to market jana hota hai. itnay mein ghaRi ki suiyaaN aur aagay baRh jati hain aur dinner ki tiyaari..... ab aur kiya btaaon .. yehi routine chal rahi hai aaj kal aur abhi mazeed 2 week rahay gi.... uss k baad hum thoray hosh mein hon gay tab ki routine tab pooch lijiay ga. aik baat bhool gaey... har roz dinoN ki ginti karna bhi is routine mein shamil hai.. dil ko thori tasali ho jati hai k aik din kam huva. aur agar koyi apne parents ko yaad kar k udaas ho raha ho to ussay chup bhi karwana parta hai. yeh drama bhi din mein aik aadh baar ho k humari routine mein shamil ho chuka hai.
Kaafi Hai Ya Un Ka Nehlana Dhulana Bhi GinwaaoN.... :arghh

@AnadiL @STAR24 @Hoorain @saviou Tag Plz
@Don @Pari @Hoorain @RedRose64 @Mahen @STAR24 @Syeda-Hilya @*Sarlaa* @Aks_ @Prince-Farry
@Abidi @AnadiL @Iceage-TM @Toobi @i love sahabah @Babar-Azam @NamaL @Fa!th @MSC @yoursks
@Armaghankhan @SaaD_KhaN @junaid_ak47 @Guriya_Rani @Dua_ @shzd @p3arl @Burrr_Burrrrr @huny @maryoom
@Atif-adi @Lost Passenger @marzish @Rubi @Aina_ @sweet_c_kuri @sabha_khan40 @Masoom_girl @hariya @Zahabia
@Binte_Hawwa @Umm-e-ahmad @Tariq Saeed @Mas00m-DeVil @Wafa_Khan @amazingcreator @marib @Romeo_
@Aayat @italianVirus @Ziddi_anGel @Shiraz-Khan @sabeha @attiya @Princess_E @Asheer @bilal_ishaq_786
@Bird-Of-Paradise @shailina @Haider_Mk @maanu115 @H@!der @Dua001 @Ezabela @Minal @Ghazal_Ka_Chiragh
@Rahath @Shireen @zonii @Noor_Afridi @sweet bhoot @Lightman @FaRiShtay BaHaRay @Noorjee @hafaz @Miss_Tittli
@Bela @LuViSh @aribak @BabyDoll @Silent_tear_hurt @gulfishan @Manxil @Raat ki Rani @candy @Asma_tufail
@errorsss @diya. @isma33 @hashmi_jan @smarty_dollie @Era_Emaan @AshirFrhan @aira_roy @Ally @HWJ
@saimaaaaaaa @Nighaat @crystal_eyez @Mantasha_Zawaar @reality @illusionist @DesiGirl @huny @Arzoomehak
@Hudx @Flower_Flora @Zia_Hayderi @maryamtaqdeesmo @Fadiii @minaahil @Fanii @naazii @Sabeen_27 @Panchii
@Ichigo [USERGROUP=86]@TM_STAFF[/USERGROUP] @Zakwan @ullo @raaz the secret @Unsaid Words @Charming_Deep @whiteros @cute bhoot
@sonyki @*Sonu* @Nikka_Raja @kaskar @Blue_Sky @Menaz @RaPuNzLe @Mehar_G786 @phys_samar @nisarhamad
@Poetry_Lover @Ahmad-Hasan @Pari_Qrakh @Mano_Doll @Twinkle Queen @Haaan_meiN_Pagal_Hon @chand_sitara
@dur-e-shawar @ShyPrincess @chai-mein-biscuit @Shoaib_Nasir @Bul_Bul @Barkat_ @sweet_lily @Aaylaaaaa
@onemanarmy @Parisa_ @X_w @Sweeta @Dove @Just_Like_Roze @-Anna- @Umeed_Ki_Kiran @SpectativeSchahzaad
@Arz0o @Ocean_Eyes @CuTe_HiNa @Nadaan_Shazie @ShOna* @Angel_A @thefire1 @Azeyy
@Jahanger @Missing_Person @Raza-G @umeedz @jimmyz @silent_heart @shayan99 @zeeshe @Arosa
@nighatnaseem21 @unpredictable2 @Angel_A @lovely_eyes @Ocean-of-love @ShehrYaar @France-Boy @REHAN_UK
@Blue-Black @Duffer @Sameer_Khan @Dreamy Boy @Akaaaash @sona_monda @wajahat_ahmad @H0mer
@DevilJin @Dard-e-Dil @Ayesha-Ali @Shahzii_1 @Faiz4lyf @Prince_Ashir @Zaad @genuine @S_Me3R @Adorable_Pari
@zaryaab @gullubat @Danee @wajahat_ahmad @Naila_Rubab @colgatepak @amerzish_malik @Charming_Deep
@Afsaan @shineday11 @AR @Marah @farhat-siddiqa @nizamuddin @mrX @Sabah @Bhanjara
@Fizaali @Amaanali @seemab_khan @Tanha_Dil @ujalaa @Island_Jewel @Chief @raji35 @MukarramRana @Ramiz
@Meerab_ @somy_khan @Yuxra @Cheeky @Fahad_Awan_Huh @Baarish @Stylo_Princess @Awadiya @Imran_Mani
@Brilliant_Boy @Dimple_Doll @fahadhassan @ijazamin @Awesome_Sunny @Ramsha_Cat @Afnan_ @sOhNi_
@Fatima- @Z-4-Zahid @Sunny_ @Abdullah- @A7if @Sweet-doll @Twinkle Queen @shehr-e-tanhayi
@soul_of_silence @Gul-e-lala @maryamtaqdeesmo @~Ambitiou$ Girl~
 
Last edited by a moderator:
  • Like
Reactions: Hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Good to know more about u :-bd
Stay Blessed and Happy :)
Turkey visit krna ka muje b bohat shoq hy,,kisi din aapse tafseelat janugi Turkey k baare may 8->
Favt Hasti Ummul Momeneen Hazrat Aayesha (R.A)
YooN To Unki Zaat Mukamail Tor Par Mutasir Karti Hai... Lakin Aap Ne Aik Poocha Hai To SAKHAWAT

Duniya Ghoomne Ka Mouqa Milay to Paris Ghooma Chahtay haiN.Is K Ilava Switzerland Aur Phir Se Turkey. November MeiN aik Baar Phir Se Turkey Insha Allah... Bahot Dil Ko Bhaya Hai Is Liay Phir Se.
Makka Aur Madina Ki Ziyarat Ka Irada Bhi Insha Allah Iss Saal K Aakhir MeiN Ya Aglay Saal K Shuruu MeiN Hai. Allah Taala Iraday MeiN Barkat Farmaaey. Ameen

Addicted .....chai .... garm garm chai hi sukoon se beth k peetay hain.. aur yeh waqat hum apni muntashir sochoN ko aik jagah markooz karne mein istmaal kar k aik baar phir taza-dam ho jatay hain.

nahi iss se hum agree nahi kartay.... log aksar apnay asali chehray chupaaey hotay hain.thora time lete hain impression ko last karne mein... ehtiyaat keh lijiay.

aik aadat jo humen ba yak waqat pasand bhi hai aur kabhi kabhi us se pareshani bhi uthatay hain. woh aadat yeh hai k hum apni har zarorat ko pas e pusht daal kar pehle dosroN ka sochtay hain. is se hum dosron ko khushi de kar khush ho jatay hain lakin kayi baar apni zaat mein dukh bhi uthatay hain. ab aap issay achi / buri donon keh sakti hain.

Dressing.... zyada tar shalwar qameez... lakin aksar jeans k sath long shirts. Dhakay sar k saath. pasand aisi hi hai k libaas humein dhaanpen na k humari numaayesh karay.

Best friends............... kiya mazak karti hain. hairaan mat hoiay ga humari bachpan se aaj tak ki koyi best saheli b nahi hai.Albata achay taluqaat sab se hain...

Koun Se Mumalik Ghoom Chukay HaiN ....Istanbul(Turkey) ... Amsterdam (Holland) ... Italy... Norway... Sweedon.... Germany...Danmark ...London... kaafi baar jana ho chuka hai inn countries mein.

life journey ka kiya btaayen.... ek muqaam woh jahan duniya mein aey... ek woh jahan moujood hain.. ek woh jahan chalay jaana hai... dekhein to zindagi naam hi 3 saansoN ka hai... aik jo le li.. aik jo le rahay hain... aik jo lena baqi hai... uski to koyi zamanat bhi nahi k aap ko yeh sab javab bhi post kar paayen.... ya aap k comments inn par dekh paayen.. duaaon mein yaad rakhiay gaa.

koun c daily routine.... aj kal to hum machine banay huvay hain... bhai bhabi Hajj k liay gay hain to hum un k 4 adad nounihaaloN ko sambhaal rahay hai tanha.. to aj kal humari routine wohi bnatay hain. Subah fajar k liay uthtay hain to namaz k baad seedha kitchen.. sath sath unhen b namaz aur school k liay jagatay jatay hain. aik bhateji se thori help lete k woh btaaey koun sa lunch box kis ka hai aur kis ne kiya le k jana hai. janay aur wapis aanay ka time raat ko sonay se pehlay hi likhva lete hain. sab se chotay ko week mein 2-3 baar humein pick & drop karna hota hai jis k liay neeche utrne k liay 40 aur ooper anay k liay 40 seeRhiyan hain. phir lunch k liay sochna hota hai k aisa kiya bnaayen jo bachay khush ho k khaayen. kitchen k sath sath TM to hai hi... yehi wahid sahara hota hai jo kitchen mein b humaray sath hota hai. khanay k baad homework... kisi ko khansi ho rahi hai to medicine... kabhi kabhar kapray dhonay.... ludo khelna, painting karna,sab roz ki routine mein shamil hai. kuch lanay wala ho to market jana hota hai. itnay mein ghaRi ki suiyaaN aur aagay baRh jati hain aur dinner ki tiyaari..... ab aur kiya btaaon .. yehi routine chal rahi hai aaj kal aur abhi mazeed 2 week rahay gi.... uss k baad hum thoray hosh mein hon gay tab ki routine tab pooch lijiay ga. aik baat bhool gaey... har roz dinoN ki ginti karna bhi is routine mein shamil hai.. dil ko thori tasali ho jati hai k aik din kam huva. aur agar koyi apne parents ko yaad kar k udaas ho raha ho to ussay chup bhi karwana parta hai. yeh drama bhi din mein aik aadh baar ho k humari routine mein shamil ho chuka hai.
Kaafi Hai Ya Un Ka Nehlana Dhulana Bhi GinwaaoN.... :arghh

@AnadiL @STAR24 @Hoorain @saviou Tag Plz
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

Bhanjara

KaChiii
Banned
Nov 24, 2014
3,748
338
133
hlhlhl
Good to know more about u :-bd
Stay Blessed and Happy :)
Turkey visit krna ka muje b bohat shoq hy,,kisi din aapse tafseelat janugi Turkey k baare may 8->
:areyoukiddingmeturkay airport pe likha hy chorial is not allowed
is liye ap bus dill main hi hasrat chupa k rakhein to acha
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
DEdication Task Member No 6 @STAR24

آپ کے لئے ایک خوبصورت سی نظم کا نذرانہ ۔ افسوس کہ ہم خود نہ لکھ پائے لیکن یہ ہماری آپ سے عقیدت کی ترجمان ہے۔
اور بتاتے چلیں کہ آپ کو یہ پیش کرنے کی وجہ آپ کی وہ خوبصورت شیئرنگ ہے جو آپ نے بوڑھے والدین کے لئے ایک نظم پیش کی تھی۔

star24.jpg

@STAR24 @saviou @Shiraz-Khan tag plz
 

Bhanjara

KaChiii
Banned
Nov 24, 2014
3,748
338
133
hlhlhl
DEdication Task Member No 6 @STAR24

آپ کے لئے ایک خوبصورت سی نظم کا نذرانہ ۔ افسوس کہ ہم خود نہ لکھ پائے لیکن یہ ہماری آپ سے عقیدت کی ترجمان ہے۔
اور بتاتے چلیں کہ آپ کو یہ پیش کرنے کی وجہ آپ کی وہ خوبصورت شیئرنگ ہے جو آپ نے بوڑھے والدین کے لئے ایک نظم پیش کی تھی۔

View attachment 102609
@STAR24 @saviou @Shiraz-Khan tag plz
{(giveheart)}
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Dedication Task to Member No 7 @muttalib bhai


Aap K Shaayeri K Khoobsorat Aur Dil Ko Choonay Walay Intkhaab Se Mutasir Ho Kar Aap K Liay Dedicate Kartay Hain.

ہر سمت مسلط تھے تحیر کے طلسمات
جیسے کسی مدفن میں ہو صدیوں کا کوئی راز
جس طرح کسی اجڑے ہوئے شہر کے سائے
یا موت کی ہچکی میں پگھلتی ہوئی آواز
 
  • Like
Reactions: STAR24 and muttalib
Top