Khuda Ka Nayaab Tohfa Hai Wo

  • Work-from-home

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
waaahhhh Zabardaast....
Bahut maza aya aapka kalaam parhkar...


Wah Kya baat hai Nasir tere kalam ki
Dil khush kar gayi ada dosti k payam ki
Rahe tumhari ye Dosti humesha qayam
Hoti nahi aisi kismat har khas o aam ki



 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
hmmm dont know what to say...
vaise toh aapne joh poem likha hain toh es se aapke ache soch aur ache khayal bayan hota hain
aap khud ache hain joh itne ache words humare lie use kiye
hume nahin pata k aapke itne tareefe k kabel hain bhi k nahin..
but iam really thankful to you and your friendship is a gift for me aur buhut he precious hain hope k aisa he saath rahega InshAllah and thanks once again for such a beautiful poem :)
Allah (SWA) aapko hamisha khosh rakhe (Aameen)
 

lavina

TM Star
Jun 14, 2009
1,580
780
113
USA
Nasir ji as usual aapki words ka muqabla aajtak koi nahi kar paya hai it is as precious as all ur other poems
 

~Pari~

Newbie
Aug 18, 2010
212
109
0
Khuda Ka Nayaab Tohfa Hai Wo, Rahe Salamat Hamesha
Na Aye Zndagi Me Koi Gham Khush Rahe Wo Dil Ki Hai Ashaa

bhoot khoob......
 

silentsmile

Active Member
Oct 10, 2009
279
223
43
35
In Islamabad
iss shair ne aik saman bandh dya.. bohat khoob

Mere Dil Ki Gehrai Mein Wo Is Tarah Chaa Gayi

Jaise Banjar Zameen Mein Hariyali Leh Laha Gayi


 
Top