Idea A Request Regarding Islamic Section

  • Work-from-home

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
AsslamuAlakum,
ma aik guzarish un members se karna chahta hoon k jo oftenly islamic section main threads lagatay hain,unko full tayyari k sath aana chahyay ,wasay b islamic topics sensetive hotay hain,khas tor par wo topics jo ikhtalafi hon,in topics par un logon ko he threads lagani chahyain k jin k pass itna knowledge aur itna hosla ho k wo members k sawalat k jawabat b day sakain,kiounkay aik tarha se wo logon ko educate kar rahay hotay hain aur sawal karna to har aik ka haq hota ha,
recently mujhe personaly ye experience hua ha k wahan dhara dhar threads laganay walay awwal to sawalat k jawab denay k lie tayyar he nahi hotay aur agar hon b jaen to tasali bakhsh jawabat denay main buri tarha nakam nazar aatay hain,balkay ziada painful thing yehi ha k wo bar bar mention karnay k bawajod sawalat ke taraf aatay he nahi hain,
ma un islamic section k thread staters se yehi guzarish karoon ga agar wo apni threads k through logon ko educate karna chahtay hain to itni tayyari k sath aaen k har sawal karnay walay ko satisfied kar sakain.
Shukriya...[DOUBLEPOST=1352476512][/DOUBLEPOST]@Don , @Zee Leo , @hoorain , @S_ChiragH , @*Muslim* , @Silent Soul , @lovelyalltime ,
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Agree!:)

lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913

salam

meray bhai. aap say sirf aik hee sawal poocgha giya keh kia llah kay ilawa kissi say ghaib miaan maddad mang saktaya haian ya nahin lakin aap gol ker gaya aur aik hadees to abu talib kay baray maian thee aus ko ilm ghaib ki daleel bana bathay.

allah hum sab ko hidayat day ameen.
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513

Waliekum Salam...
Bht sari aisi threads hain jo srf copy paste ki buniyad par dusre forums se ligayi hoti hain...to agay sawalath k javabath dene ka ilm kahan se hoga aur jab koi javab mangta hai to javab to nhi milta ulta bahes aur personally attack se mahole kharab zarur hota hai..
Hope k her koi apni zimmedari ko samjhe aur Islam ko tafreeh na banaye..
 
Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
Wa alaikum ussalam...
u r rite Bahaar...
copy paste wala system bohot kharab hai mai jo b islamic thread lagata hon khud type krta hon na k websites pe ja k copy then yahan paste ?
aj kal deen-e-islam ko badnam krne k liay bohot sari ghalat websites khulgai hen so plz agr ap copy krna b chahte hen to subse pehle kisi aalim ya mufti se confirm krlen k hadees thik hai ya jo b topic ho ?
Allah hume esi kharab websites or ghalat ahadees o qur'aani ayat k turjume se bachaye aameen...
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
salam

meray bhai. aap say sirf aik hee sawal poocgha giya keh kia llah kay ilawa kissi say ghaib miaan maddad mang saktaya haian ya nahin lakin aap gol ker gaya aur aik hadees to abu talib kay baray maian thee aus ko ilm ghaib ki daleel bana bathay.

allah hum sab ko hidayat day ameen.
jee aap ne khud he bata diya k aapka aslam masla kia ha k aap sawalat k jawab denay ke bijae aagay se khud sawal karnay lagtay hain aur ye bhool jatay hain k aap thread satrter hain,
anyway ma wo wali behas yahan shuru nahi karna chahta,ma baray ehtaram k sath aap se siraf yehi guzarish karoon ga k viewrs behtareen judge hotay hain,aap iss thread main sab ke opinions read kejiyay ga aur un par ghor zaror kejiyay ga,thanks,
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Waliekum Salam...
Bht sari aisi threads hain jo srf copy paste ki buniyad par dusre forums se ligayi hoti hain...to agay sawalath k javabath dene ka ilm kahan se hoga aur jab koi javab mangta hai to javab to nhi milta ulta bahes aur personally attack se mahole kharab zarur hota hai..
Hope k her koi apni zimmedari ko samjhe aur Islam ko tafreeh na banaye..
absolutly right...exactly meray sath b yehi hua k jab ma ne bar bar apnay sawalat ko repeat kiya to mujhe Ahadees ka inkari qarar diya gaya,
agar kisi k pass arguments na hon to uss ko thread laganay ka haq b nahi hona chahyay,[DOUBLEPOST=1352516135][/DOUBLEPOST]
Wa alaikum ussalam...
u r rite Bahaar...
copy paste wala system bohot kharab hai mai jo b islamic thread lagata hon khud type krta hon na k websites pe ja k copy then yahan paste ?
aj kal deen-e-islam ko badnam krne k liay bohot sari ghalat websites khulgai hen so plz agr ap copy krna b chahte hen to subse pehle kisi aalim ya mufti se confirm krlen k hadees thik hai ya jo b topic ho ?
Allah hume esi kharab websites or ghalat ahadees o qur'aani ayat k turjume se bachaye aameen...
JazakAllah brother,aap ne bilkul meray dil ke bat ke,kehtay hain na k naqal k lie b aqal ke zarorat hoti ha,Aayat Ka tarjuma aur Ahadees ko copy paste kartay hue aqal ka istamal b hona chahyay,baz dafa ye koi aisy Hadees copy past kar detay hain k jis se inkay apnay he moqaf ke nafi hoti ha,phir bar bar nishandahi karnay k bawajod ye uss hawalay se koi jawab denay k lie tayyar nahi hotay aur kabootar ke tarha apni aankhain band kar letay hain,
 
MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
AsslamuAlakum,
ma aik guzarish un members se karna chahta hoon k jo oftenly islamic section main threads lagatay hain,unko full tayyari k sath aana chahyay ,wasay b islamic topics sensetive hotay hain,khas tor par wo topics jo ikhtalafi hon,in topics par un logon ko he threads lagani chahyain k jin k pass itna knowledge aur itna hosla ho k wo members k sawalat k jawabat b day sakain,kiounkay aik tarha se wo logon ko educate kar rahay hotay hain aur sawal karna to har aik ka haq hota ha,
recently mujhe personaly ye experience hua ha k wahan dhara dhar threads laganay walay awwal to sawalat k jawab denay k lie tayyar he nahi hotay aur agar hon b jaen to tasali bakhsh jawabat denay main buri tarha nakam nazar aatay hain,balkay ziada painful thing yehi ha k wo bar bar mention karnay k bawajod sawalat ke taraf aatay he nahi hain,
ma un islamic section k thread staters se yehi guzarish karoon ga agar wo apni threads k through logon ko educate karna chahtay hain to itni tayyari k sath aaen k har sawal karnay walay ko satisfied kar sakain.
Shukriya...[DOUBLEPOST=1352476512][/DOUBLEPOST]@Don , @Zee Leo , @hoorain , @S_ChiragH , @*Muslim* , @Silent Soul , @lovelyalltime ,
walaikum salam
Agreed.....
mera TM pe toh yeh expereince nahi k aisa kabhi hua ho
lekin agar app ne notice kiya hain toh appke baat mein POint hain....
Islamic section k posters mei patience ka hona zaroori hai aur unko chahiye k woh koi bhi thread lagane se pahle khud us topic se related sab questions k answer jante ho aur confirmed ho aur reference k saath auro k sawalat ko jawab dein aur satisfy kar sake.
coz kisi tarha woh log Tableegh kar rahe hain aur unke Answers se agar koi guide ho sakta hain toh misguide bhi ho sakte hain....so they should be really careful........
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
walaikum salam
Agreed.....
mera TM pe toh yeh expereince nahi k aisa kabhi hua ho
lekin agar app ne notice kiya hain toh appke baat mein POint hain....
Islamic section k posters mei patience ka hona zaroori hai aur unko chahiye k woh koi bhi thread lagane se pahle khud us topic se related sab questions k answer jante ho aur confirmed ho aur reference k saath auro k sawalat ko jawab dein aur satisfy kar sake.
coz kisi tarha woh log Tableegh kar rahe hain aur unke Answers se agar koi guide ho sakta hain toh misguide bhi ho sakte hain....so they should be really careful........
jee bilkul sahi...aur jin logon k pass sawalat ko face karnay k lie,na to knowledge aur arguments hotay hain aur na he hosla,unko threads laganay ka haq b nahi hona chahyay,
 
  • Like
Reactions: masoom_se_chahat

Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
absolutly right...exactly meray sath b yehi hua k jab ma ne bar bar apnay sawalat ko repeat kiya to mujhe Ahadees ka inkari qarar diya gaya,
agar kisi k pass arguments na hon to uss ko thread laganay ka haq b nahi hona chahyay,[DOUBLEPOST=1352516135][/DOUBLEPOST]
JazakAllah brother,aap ne bilkul meray dil ke bat ke,kehtay hain na k naqal k lie b aqal ke zarorat hoti ha,Aayat Ka tarjuma aur Ahadees ko copy paste kartay hue aqal ka istamal b hona chahyay,baz dafa ye koi aisy Hadees copy past kar detay hain k jis se inkay apnay he moqaf ke nafi hoti ha,phir bar bar nishandahi karnay k bawajod ye uss hawalay se koi jawab denay k lie tayyar nahi hotay aur kabootar ke tarha apni aankhain band kar letay hain,
jazak Allah je :)
 
Top