Khuwab Ajeeb si Kefiyat!!!!!! Ye Khuwaab nahi hai.......

  • Work-from-home

a$m

Newbie
Apr 13, 2010
51
8
0
khud ki qed me
Ye forum me mujhe ye post karna chaiye ya nahi.......??? coz ye dream 100% nahi hai...par kuch hai jo neend ke beech mehsoos hua hai

par I wna know regarding smthing really strange happend to me during sleep......

actually.......tafseel kuch aesi hai.....

beech raat me meri neend khulti hai....aur mein apni poori body wazan pata hoon...i mean na per na haath aur na sar hila sakta hoon....aur kisi ko pookarna chahoon to b nahi pukaar pata.....coz meri awaaz hi nahi nikalti hai......

lekin mein andar hi andar La-Haul aur ayatul-Kursi padra hota hoon.....aur phir neend lag jati hai......(belive me this is not my dream):-o

aesa abhi tak mere saath 3 ya 4 baaar hua hai.....

so can i know its normal or shall i consult a Dr.

w8ing 4 concerned reply.......
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Oct 18, 2009
18,710
9,640
1,313
LoCk Me In YoUr HeArT
yes brother....
its normal... but aap bilkul straight na soya kro.. or may 100% grantee say keh skta hoon k jab aap per wazan sa ata hay to aap bilkul seedha so rhay hotay hogay.. so aap aik side mean kervat pr soya kro..

Sunat-e-Rasool SAW k mutabiq soya kro.. Qibla ro mun ker kay sir k neechay dayan haath rakh kay.. or baaeyn taang fold ker k esay jesay agr koi oper say dekhay to Ism-e-Mohammad SAW zaahir ho.. phr inshaAllah esa nhi hoga.
or koi doctor ki zarurat nhi hay...
bus Allah hamay Sunat-e-Rasool SAW pr chalnay ki taufeeq ata fermaey (Ameen)
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
i think seedha na sonay wali bat theek hai baqi ka mjay pata nahi hai aur rat sonay se pehlay 21 bar ya mutakabbiru par k dam kar k soyen

2nd agr fold ho kar sonay se bhi koi apko tang karain to ye jan lain k jo upri asraat waghaira hotay hain wo aisay preshan kartay hain...rat sonay se pehlay ya phir isha ki namaz k bad surai baqra ka last ruku is k ilawa manzil daily parhain aur dam kar k soyen apnae ap par
 

a$m

Newbie
Apr 13, 2010
51
8
0
khud ki qed me
Jazakallah!!!!

bht bht shukriyaaah janaab!!!

ya i rembr....i was straight only.......lekin mein sota right karwat hi....par jab b aesa hota hai .... i find myself straaight......

Ya sahi kaha aapne....sunnat-e-Rasool ke mutaabiq hi karna chaiye.....

thnxxx....

---------- Post added at 09:24 AM ---------- Previous post was at 09:20 AM ----------

i think seedha na sonay wali bat theek hai baqi ka mjay pata nahi hai aur rat sonay se pehlay 21 bar ya mutakabbiru par k dam kar k soyen

2nd agr fold ho kar sonay se bhi koi apko tang karain to ye jan lain k jo upri asraat waghaira hotay hain wo aisay preshan kartay hain...rat sonay se pehlay ya phir isha ki namaz k bad surai baqra ka last ruku is k ilawa manzil daily parhain aur dam kar k soyen apnae ap par
thnx ji.....

Jazakallah!!!!
 
  • Like
Reactions: Tariq Saeed

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
subhan Allah
Janab shayad apne ye pehle kisi se nahi kaha ya phir dusron ko bhi aise hota hai apko pata nahi isliye ajeeb laga apko ye
jaise k dusre mems ne kaha aap sidhe sote hoge isliye aise ho raha hai wo bhi ek reason hosakta hai aur dusre bhi
hame bhi kaafi salon pehle issi tarah ki shikayat thi....par isme pareshan hone wali koi baat nahi ye bohot se logon ko aise hota hai

raha sawal isko kaise khatam kiya jaye to aap sone se pehle wazu karliya karen....aur Ayat al kursi padhlen jisse ek farishta asman se apki hifazat k liye aajata hai......tasbeeh e fatima yane 33 subhan Allah, 33 Alhamdulillah, 33 Allah hu Akbar aur ek baar laailaha illahu wahdahu lasharikalau lahul mulku walahul hamdu wahuwa aala kuliil shain qadeer....aur sath me sure Ikhlaas 3 baar aur muaztain 3 baar padhlen aur sote waqt ki dua bhi.....aur apne right side hokar sojayen insha Allah aap har shar se mehfooz rahenge

Note : hamne jo duayen yahan bataye hain ya to iska ilm ham me se bohot ko nahi ya phir ham isko bohot hi haqeer mante hain lekin doston ye bohot hi kaam ki cheez hai Allah k Rasul saw ka bataya hua har amal hamari behtari k liye aur sath hi Jannat ki raah aasan karne liye hota hai hame pure yakeen k sath ispar amal karna chahiye aur Allah par tawaqqo

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen

Ye forum me mujhe ye post karna chaiye ya nahi.......??? coz ye dream 100% nahi hai...par kuch hai jo neend ke beech mehsoos hua hai

par I wna know regarding smthing really strange happend to me during sleep......

actually.......tafseel kuch aesi hai.....

beech raat me meri neend khulti hai....aur mein apni poori body wazan pata hoon...i mean na per na haath aur na sar hila sakta hoon....aur kisi ko pookarna chahoon to b nahi pukaar pata.....coz meri awaaz hi nahi nikalti hai......

lekin mein andar hi andar La-Haul aur ayatul-Kursi padra hota hoon.....aur phir neend lag jati hai......(belive me this is not my dream):-o

aesa abhi tak mere saath 3 ya 4 baaar hua hai.....

so can i know its normal or shall i consult a Dr.

w8ing 4 concerned reply.......
 

a$m

Newbie
Apr 13, 2010
51
8
0
khud ki qed me
subhan Allah
Janab shayad apne ye pehle kisi se nahi kaha ya phir dusron ko bhi aise hota hai apko pata nahi isliye ajeeb laga apko ye
jaise k dusre mems ne kaha aap sidhe sote hoge isliye aise ho raha hai wo bhi ek reason hosakta hai aur dusre bhi
hame bhi kaafi salon pehle issi tarah ki shikayat thi....par isme pareshan hone wali koi baat nahi ye bohot se logon ko aise hota hai

raha sawal isko kaise khatam kiya jaye to aap sone se pehle wazu karliya karen....aur Ayat al kursi padhlen jisse ek farishta asman se apki hifazat k liye aajata hai......tasbeeh e fatima yane 33 subhan Allah, 33 Alhamdulillah, 33 Allah hu Akbar aur ek baar laailaha illahu wahdahu lasharikalau lahul mulku walahul hamdu wahuwa aala kuliil shain qadeer....aur sath me sure Ikhlaas 3 baar aur muaztain 3 baar padhlen aur sote waqt ki dua bhi.....aur apne right side hokar sojayen insha Allah aap har shar se mehfooz rahenge

Note : hamne jo duayen yahan bataye hain ya to iska ilm ham me se bohot ko nahi ya phir ham isko bohot hi haqeer mante hain lekin doston ye bohot hi kaam ki cheez hai Allah k Rasul saw ka bataya hua har amal hamari behtari k liye aur sath hi Jannat ki raah aasan karne liye hota hai hame pure yakeen k sath ispar amal karna chahiye aur Allah par tawaqqo

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen


Shukran janab!!!

sahi kaha aapne.....

aur Alhumdulillah aesa kuch nahi hua abhi ak

hum ayat-ul-kursi padkar sote hain....

Jazakkalllah!!!
 

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
well ye ek biological phenomenon b he qk science ne b isko accept kiya he

mere sath b kai dafa hua he
asia lagta he jese maut agayi ho.

iska hal yehi he k sunnat e rasool k mutabiq soya jae
tangon k neeche koi cheez na rakhi jae jisse tangon ka khoon ka dauraan halka hojae or tangain sunn hojaen
 
  • Like
Reactions: Tariq Saeed

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
well ye ek biological phenomenon b he qk science ne b isko accept kiya he

mere sath b kai dafa hua he
asia lagta he jese maut agayi ho.

iska hal yehi he k sunnat e rasool k mutabiq soya jae
tangon k neeche koi cheez na rakhi jae jisse tangon ka khoon ka dauraan halka hojae or tangain sunn hojaen
Jazakallah khair
 

a$m

Newbie
Apr 13, 2010
51
8
0
khud ki qed me
well ye ek biological phenomenon b he qk science ne b isko accept kiya he

mere sath b kai dafa hua he
asia lagta he jese maut agayi ho.

iska hal yehi he k sunnat e rasool k mutabiq soya jae
tangon k neeche koi cheez na rakhi jae jisse tangon ka khoon ka dauraan halka hojae or tangain sunn hojaen

Shukriyaah!!!

aapke mashware ka....

Jazakallah
 

Klashnfolk

Newbie
Jan 18, 2010
10
15
0
Ye forum me mujhe ye post karna chaiye ya nahi.......??? coz ye dream 100% nahi hai...par kuch hai jo neend ke beech mehsoos hua hai

par I wna know regarding smthing really strange happend to me during sleep......

actually.......tafseel kuch aesi hai.....

beech raat me meri neend khulti hai....aur mein apni poori body wazan pata hoon...i mean na per na haath aur na sar hila sakta hoon....aur kisi ko pookarna chahoon to b nahi pukaar pata.....coz meri awaaz hi nahi nikalti hai......

lekin mein andar hi andar La-Haul aur ayatul-Kursi padra hota hoon.....aur phir neend lag jati hai......(belive me this is not my dream):-o

aesa abhi tak mere saath 3 ya 4 baaar hua hai.....

so can i know its normal or shall i consult a Dr.

w8ing 4 concerned reply.......
Salam, dear its due to asraat, please contact some spiritual healer

When you go to sleep recide Surah Ikhslas, Surah Falaq and Surah Nas 3-3 times with Durood Shareef

some people also see a black shadow like figure (it is basically jinn)

 

goher

Newbie
Dec 22, 2011
4
0
0
40
A.o.a.aisa mare sath b hota rehta tha.yeh is waja se hota h k jab ap kuch napaki ki helt mein ho.yan raat ap seedha lete ho.or ap napak ho.yan ehtalam huwa ho.to aisi hoti h feeling.g yeh dream nai h.its real.yeq mare sath b hota h.ap sone se pehly darud pak etc padh k phunk mar k so jaya karo.
 
Top