Allah taala ke khouf se rone ke chand fawaid

  • Work-from-home

misskarwa123

Newbie
Mar 10, 2009
286
207
0
35
myanmar
ALLAH TAALA KE KHOUF SE RONE KI FAZEELAT BOHUT SI AHAADEEES ME AAYI HAI ...UN MEIN SE CHAND YEH HAIN.............................................................(1) ALLAH KE KHOUF SE RONE KI WAJAH SE DILKI KASAAFATEN AUR GALAZATEN DHUL JATI HAIN .(2) GAFLAT AUR MA-ASI KI WAJAH SE DILPER SIYAAHI AUR GARD-O-GUBAAR KI JO TEH JUM JATI HAI WOH AANKHON KE AYK QATRE SE (JO KE KHOUF-E-ILAHI KE SABAB NKLE HO ) SAAF HOJATA HAI . (3) NAMA - E -AMAAL KI SIYAAHI KO SAAT SAMUnDAR NAHI DHO SAKTE MAGAR ASHK - E - CHASM KE AYK DO QATRE NAMA - E- AMAAL KI SAD - SALAAH SIYAAHI KO DHO DALTE HAIN.............................AYK HADEES MEIN UN SAAT (SEVEN ) ASHKHAS KA ZIKR AATA HAI JINHEN ARASH -E -ILAHI KE SAYAH -E - RAHMET MEIN JAGAH MILEGI JISMEIN AYK WOH KHOOSHNASEEB BHI HOGA JISNE TANHAEE MEIN ALLAH TAALA KO YAAD KIYA TO USKI AANKHEN BHAR AAYEE AUR AANSOO BEH NIKLE ................................
 
  • Like
Reactions: nrbhayo and BanjarA
Top