* Chaman Ki Baharon Mein Tha Aashiyana *

  • Work-from-home

Ar!yaN

Banned
Jan 19, 2009
1,673
456
0
Pakistan
chaman kii bahaaro.n me.n thaa aashiyaanaa
na jaane kahaa.N kho gayaa vo zamaanaa

tumhe.n bhuulane kii mai.n koshish karuu.Ngaa
ye vaadaa karo ke na tum yaad aanaa


mujhe mere miTne kaa Gam hai to ye hai
tumhe.n bevafaa kah rahaa hai zamaanaa


Khudaaraa merii qabr pe tum na aanaa
tumhe.n dekh kar shaq karegaa zamaanaa
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top