fana.........

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Allah ki zaat me fana hone se kya muraad hai hoorain

thora iski wazahat karen
yahan pe ALLAH ki zaat may fana hone se muraad hay k ALLAH ki yaad may maghan ho jana aur itna kho jana k apni zaat bhool jana so
yahan pe fana hona simply means apni zaat ko bhoolna hay
yaqeen hay aap ko samajh aa jae par maire khayal se bohat si batain explain karna mushkil hota hay :(

---------- Post added at 07:08 AM ---------- Previous post was at 07:07 AM ----------

n thanx for replying everyone
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

haan uska maana aur mafhoom aur is sher ka matlab bhi hame pata hai
bas ham apko iska ilm hai ya nahi isliye puch rahe the

Allah ki zaat ussi k liye khalis hai aur ham mazakh me bhi ya sher me bhi kahin bhi usme ghulu nahi karsakte
aisa koi amal Allah K Rasul sallellahu Alayhi wasallam ne nahi bataya hame ki ham karne par rab ki zaat me fana hojayen
nahi khud unhone kabhi kiya wallahu aalam
isliye behtar hai aise alfazon se bachen khaas kar jab Allah ki zaat se jode jayen

hope k aap hamari baat ko ek nasihat k taur pe logo....agar kuch bura laga hoto mazirath khwa hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
haan uska maana aur mafhoom aur is sher ka matlab bhi hame pata hai
bas ham apko iska ilm hai ya nahi isliye puch rahe the

Allah ki zaat ussi k liye khalis hai aur ham mazakh me bhi ya sher me bhi kahin bhi usme ghulu nahi karsakte
aisa koi amal Allah K Rasul sallellahu Alayhi wasallam ne nahi bataya hame ki ham karne par rab ki zaat me fana hojayen
nahi khud unhone kabhi kiya wallahu aalam
isliye behtar hai aise alfazon se bachen khaas kar jab Allah ki zaat se jode jayen

hope k aap hamari baat ko ek nasihat k taur pe logo....agar kuch bura laga hoto mazirath khwa hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
AAMEEN
thanx saviou bhaya :)
 
Top