Franjapaani...!

  • Work-from-home

Diary

Regular Member
Jun 25, 2013
62
80
718
kitabon ki duniya
Asslam o alaikum, likhna kutch aur chaha tha per likh kutch aur dala... khair title k barey main bata doon k Franjapaani aik phool ka naam hota hay jo safaid aur darmiyaan sey pela hota hay... bohat aachi khushbo hoit hay is ki... bohat haseen hone k bawajood pata nahi kyu kar is ka husn udaas maloom hota hay mujhe... aap nay bhi dekha ho agar tu shaid aisa hi laga ho.... Aasman per chahar samt badal chaay howe thay... thandi thandi hawain wojood main laho tak ko jamaati mehsoos ho rahee.n thee.n ... aisa mousam hamesha sey hi meri kumzori raha hay... main nay khirki ka parda hataya bahar dekha tu aisa laga jaise mousam mujhe awaaz dey k bula raha ho... main beirada hi coffee ka cup thamay angan main kiyaari k paas aan bethi... Aasmaan pe parindey afra tafreeh k alam main urte phir rahey thay... Abhi main asman per nazrain jamay mousam sey lutf undoz ho hi rahi thi k hawa k aik taiz jhonka merey aankchal ko dhalka gaya... kyaari main lagey merey Franjapaani k podey sey aik phool tot k neechey gir gaya.. main nay haath barhaya aur us phool ko utha lya... ye phool hamesha sey hi meri kumzori rahey hain... main nay aik hi sans main khushbo ko ang ang main samona chaha aur isi pal main kai baras peechey ja khari hoi.... mujhe aaj bhi yaad hay k jab main choti thi tab bhi ishq tha mujhe in pholoon sey ..Abba dafter sey aatey howe hamesha merey leye Franjapani k phool latey.. jinhain mian bari chah sey uthey uthey phirti... kabhi guriya k baaloo.n main gondne ki koshish karti tu kabhi gudde k calar main sajati... mujhe wo waqt bhi yaad hay jab us nay meri salgirah per surkh gulaab ka bara sa guldasta dya tha tu main nay uska shuriya aada karte howe kaha tha k " Aareeb! mujhe faranjapani k hi phool passand hain" us nay pocha "kyu?"... tu main nay muskurate howe kaha" Faranjapani k phool.. ishq hay na mujhe in sey... " us k baad wo hamesha merey leye yeehi safaid... halke peecleyphool lata jin ki main dewaani thi... main bari chah sey wo phool kitaboo.n main rakh chorti.. guriyoo.n sey kitaboo.n tak ka safer kab aur kaise te howa.. pata hi na chala... magar itna yaad hay k is tammam safer main ye phool hamesha merey saath rahey... hawa ka aik taiz jhonka aaya aur baloo.n k saath saath khayyalat ko bhi muntashir kar gaya... main nay muthi kholi... band muthi main sey churmuraya howa faranjapani ka phool mujhe dekh k muskura dya... aik lamhe ko khayyal aaya k mujh sey behter tu yehi phool hay k mousam badaltey tu hain is k leye khizaa.n phir bahar kutch payaam tu laati hay is k leye magar main... mujh sey khizaa.n naseeb ki zindagi main bahar ka ista'ara mahaz muthi main band ye safaid... faranjapani ...
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

wowww bohat khoob
kaafi achelikhte hain aap khubsurat alfaz :-bd
Keep sharing :)
 
NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113

hmm..............very nice........... kindly make it read frnd;ly...........I meant to say....small para graph mein likha karein...reader k lye asani ho g..................anyhw ...very nice
 
  • Like
Reactions: fareena_01

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
Asslam o alaikum, likhna kutch aur chaha tha per likh kutch aur dala... khair title k barey main bata doon k Franjapaani aik phool ka naam hota hay jo safaid aur darmiyaan sey pela hota hay... bohat aachi khushbo hoit hay is ki... bohat haseen hone k bawajood pata nahi kyu kar is ka husn udaas maloom hota hay mujhe... aap nay bhi dekha ho agar tu shaid aisa hi laga ho.... Aasman per chahar samt badal chaay howe thay... thandi thandi hawain wojood main laho tak ko jamaati mehsoos ho rahee.n thee.n ... aisa mousam hamesha sey hi meri kumzori raha hay... main nay khirki ka parda hataya bahar dekha tu aisa laga jaise mousam mujhe awaaz dey k bula raha ho... main beirada hi coffee ka cup thamay angan main kiyaari k paas aan bethi... Aasmaan pe parindey afra tafreeh k alam main urte phir rahey thay... Abhi main asman per nazrain jamay mousam sey lutf undoz ho hi rahi thi k hawa k aik taiz jhonka merey aankchal ko dhalka gaya... kyaari main lagey merey Franjapaani k podey sey aik phool tot k neechey gir gaya.. main nay haath barhaya aur us phool ko utha lya... ye phool hamesha sey hi meri kumzori rahey hain... main nay aik hi sans main khushbo ko ang ang main samona chaha aur isi pal main kai baras peechey ja khari hoi.... mujhe aaj bhi yaad hay k jab main choti thi tab bhi ishq tha mujhe in pholoon sey ..Abba dafter sey aatey howe hamesha merey leye Franjapani k phool latey.. jinhain mian bari chah sey uthey uthey phirti... kabhi guriya k baaloo.n main gondne ki koshish karti tu kabhi gudde k calar main sajati... mujhe wo waqt bhi yaad hay jab us nay meri salgirah per surkh gulaab ka bara sa guldasta dya tha tu main nay uska shuriya aada karte howe kaha tha k " Aareeb! mujhe faranjapani k hi phool passand hain" us nay pocha "kyu?"... tu main nay muskurate howe kaha" Faranjapani k phool.. ishq hay na mujhe in sey... " us k baad wo hamesha merey leye yeehi safaid... halke peecleyphool lata jin ki main dewaani thi... main bari chah sey wo phool kitaboo.n main rakh chorti.. guriyoo.n sey kitaboo.n tak ka safer kab aur kaise te howa.. pata hi na chala... magar itna yaad hay k is tammam safer main ye phool hamesha merey saath rahey... hawa ka aik taiz jhonka aaya aur baloo.n k saath saath khayyalat ko bhi muntashir kar gaya... main nay muthi kholi... band muthi main sey churmuraya howa faranjapani ka phool mujhe dekh k muskura dya... aik lamhe ko khayyal aaya k mujh sey behter tu yehi phool hay k mousam badaltey tu hain is k leye khizaa.n phir bahar kutch payaam tu laati hay is k leye magar main... mujh sey khizaa.n naseeb ki zindagi main bahar ka ista'ara mahaz muthi main band ye safaid... faranjapani ...

its so0o beautifuly done......
keep it up.....
 
  • Like
Reactions: Hoorain

pattielynn

TM Star
Oct 21, 2012
2,956
961
413
24
sialkot,cantt

wowww....
beautiful sharing.......:)
 
Top