ghar hamara jo na rotay b to veeraa.n hota
behr agar behr na hota to beyabaa.n hota
tangii_e_ dil ka gilla kya? ye vo pagal dil haii
k agar tang na hota, to pareeshaa.n hota
na tha kuch to Khuda tha, kuch na hota, to Khuda hota
dabooya muj ko honay nay. na main hota to kya hota
huva jab gham se yun behiiss to gham kya sir k katnay ka
na hota garr juda tan se , to zanuu per dhara hota
muddat huye k Ghalib mar gya , per yaad ata haii
voh har ikk baaat per kehna k "yun hota toh kya hota