History gonehgaar

  • Work-from-home

wadi-e-ishq

Newbie
Dec 25, 2009
122
76
0
50
ek din ka waqiya he nabi SAW ne hazrat thaalaba bin abdul rehman ko kisi kaam se kahi bheja wo jab jarahe tha to kisi ansaari ke ghar se gozree jis ki owraat naha rahi thi or os ki nazar par gai phir hazrat thaalaba ko khof or dar lag gia kahi nabi SAW ko khoda bata na de ke os ne os owraat ko dekha to wo wapes ghar nahi gay nahi nabi
SAW ke paas gai40 din pharon ke peech chup ker beth gay phir jibrail ay os ne nabi SAW ko kah khoda tomhe salam de raha he or keh raha he mera bandah pharon chupa he mojhse mafi mang raha he os ke bad nabi SAW ne hazrat omar or salman ko kaha ke thaalba kaha he ose dhondho wo ose har jaga dhond ne lage makkah or madinah ke beech me phar he waha kisi se pata kia ke os shaks ko kisi ne dekha he kahi to on logo ne kaha tom log os rone wale ko dhond rahe ho jo jahannam se bhag raha he ....to hazrat omar or salman paresham ho gay to on logo ne kaha ke adhi raat ko wo pharon se nikal ke sar pakar ke bohot rota he or kehta he mere sans lelo mere khoda mere rooh qabz kar lo phir hazrat omar or salman os ka intizaar karny lagy jab raat ko wo nikla to ose onhon ne kaha ae thaalaba rasool allah ap ko bola rahe he to os ne kaha kia khoda ne mera ghonah ose batadia ose pata chal gia mere ghonah ka to onhon ne kaha nahi magar ap ko rasool allah bola rahe he os ne kaha mojhe os waqt os ke samny peesh karna jab wo namaz parh rahe ho jab wo gay waha to hazrat omar or salman nabi SAW ke pichy khary hogay jab wo namaz se farigh howe os na kaha kahan he thaalaba
to nabi SAW on ke paas gay or kahan kia howa thalaba mojh se itne din kaha ghayb the to os ne kaha me ne bohot bara gonah kiahe to nabi SAW ne kaha ke tomhe ek ayat batao to tomhara ghonah mita deربنا اتنا في الدنيا حسنه وفي الاخره حسنه وقنا عذاب النار to thalaba ne kaha mera ghonah zabir or azeem he nabi
saw ne farmaya khoda kalam barahi azmat wala he phir ose nabi SAW ne kaha ghar jao ..8 din ke bad hazraat salman aay or kaha ke thalaba bilkol halak ho gia he tabhi nabi SAW os ke paas gay or bil kol nidhal ho choky the os ka sar apni god me rakha phir jaldi se thalba ne apna sar god se hata lia to ap ne kaha kio sar hata lia to os ne kaha mere saar per gonahon ka bojh he to ap saw ne kaha tomhy kia mehsoos ho raha he to os ne kaha to os ne kaha aese lagta he choyntia mere jild or ghost or hadyon ko kharahi he to ap SAW ne kaha kia chahty ho os ne kaha khoda ki magfrat tabhi jibrail ay os ne kaha khoda farmaraha he ye mera banda he mene ise maaf kia jab thalaba ne ye sona zoor se roy wahi os ki rooh nakal gai ose nihlake janaza ap ne parhaya phir ose dafnany le gay to ap SAW apne pao ke onglion pe chal rahe the jab ose dafna ke wapes aay to sahabion ne ap SAW se pocha ap janaze me peron ke onglion pe kio chal rahe the to ap ne jawab dia ke os ke janaze me itnny farishty aay ke mere pao ki jagah nahi thi jitnah bheer thi farishton ki ............wah kisi ne apny ghonah ki tobat ki to farishty on ke janaze me the kon he jo ghonah nahi karta or ghonehgar nahi sab hi kahi nahi ghonehgar he magar khoda ko wo hi pyary hoty he jo ghonah ke bad sachy dil se tobah karty he khoda hameh bhi apne ghohon ki toba de aaaaaaaaaaaameeeeeeeen
 
Top