Hazrat Ans Bin Maalik

  • Work-from-home

razi_dil206

Active Member
Oct 27, 2012
477
525
143
LAHORE
Hazrat Ans Bin Maalik رضی اللہ عنہ ne fermaya k Nabi Kareem صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ne fermaya ager koi namaaz perhna bhool jaye to jab bhi yaad aa jaye us ko perh ley _ us Qaza k siwa aur koi kafaara us ki wja se nahi hota _ aur ( ALLAH TAALA ne fermaya k ) " namaaz Merey yaad aaney per qaayim ker _ " (طہ :14 )

اخرجہ البخاری فی :9 - کتاب مواقیت الصلاۃ :37- باب من نسی صلاۃ فلیصل اذا ذکرھا ولا یعید الا تلک الصلاۃ۔
 
Top