Aik bat or add kar doon coz wo is story main nhi btayi gayi wo ye thi k Nabi Pak se shadi k bad Hazrat Abu Bakr Siddiq (ra) ne Hazrat Umar se mazrat ki kyunke Nabi Pak ne pehly he hazrat Hifza se nikkah ka irada hazrat Abu Bakr par zahir kia tha or issi wja se unhun ne hazrat Umar ko han nhi ki thi