Hum ney socha tha

  • Work-from-home

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Assalam-o-Alaikum
Ye tehreer mai'n ney kuch waqt pehley likhi thi is liye ho sakta hey aap ko kuch purani mehsos ho laikin hey mairey dil ki awaz
Kabhi kabhi aisi batai'n sun'ney mai'n aati hai'n jo dil ko be intiha dukha daiti hai'n aur be ikhtiyar aankhai'n num ho jati hai'n aur ek be basi ka ehsaas hota hey tu kuch likhney ki koshish kerta hoo'n k shayed is bahaney kuch ghubar nikal jaye aur aisey mai'n kuch sochta nahi'n bus likhta chala jata hoo'n ek be rabt si tehreer jis mai'n mairey dil ki muntashir dherkanai'n aap bakhobi mehsoos ker sakai'n ge
Hum ney socha tha
واشنگٹن : امریکا نے سلالہ واقعہ پر اسلام آباد سے معافی مانگنے پر غور شروع کردیا ہے۔ محکمہ خارجہ کا کہنا ہے کہ پاکستان سے تمام معاملات پر بات کرنے کیلئے تیار ہیں۔
غیر ملکی خبررساں ادارے کے مطابق ایک اعلیٰ امریکی عہدیدار نے نام ظاہر نہ کرنے کی شرط پر بتایا ہے کہ وہائٹ ہاؤس سلالہ چیک پوسٹ حملے پر پاکستان سے معافی مانگنے پر غور کررہا ہے۔
امریکہ نے اداکار شاہ رخ خان کے نیویارک کے ہوائی پر تحویل میں لیے
جانے کے واقعے پر معافی مانگ لی ہے۔ دِلّی میں امریکی سفارتخانے نے کہا کہ وہ شاہ رخ کو پہنچنے والے تکلیف پر معذرت خواہ ہیں۔
Oper mention ki gai donoo'n news International aur Pakistani media se li gai hai'n aur yaqinen aap ko andaza ho gaya hoga k ye donoo'n news do mukhtalief countries se taluq rakhti hai'n laikin un donoo'n mai'n uncle sam ka rawaiya mukhtalief hey mairey zehen mai'n sawal uth'ta hey kyoo'n? Aakhir pakistan k sath ye double standard kyoo'n?
Kia Shahrukh Khan ka rook lia jana tu aisa jurm tha jis k liye sirf dairh ghantey k qalil waqt mai'n Uncle sam India se muafi mangney per majboor hogaye laikin 24 fuji jawanoo'n ki zindagi se khailna koi itni bari baat nahi'n k us k liye unhai'n Pakistan se muafi mangni prey aur abhi tek wo sirf is barey mai'n soch hi rahey hai'n, kyoo'n kia wo 24 fuji jawan insan nahi'n they un ki ragoo'n mai'n khon nahi'n dorta tha, kia wo kisi k baap, kisi k baitey, kisi k bhai aur kisi k shoher nahi'n they unhai'n kis jurm mai'n dosti ki aar mai'n mout ki saza de di gai un mai'n se kitney tu aisey hoo'n ge jin k gher waloo'n ko aaj bhi un k kabhi na aaney ka yaqeen nahi'n huwa hoga, yaqeenan aisi maai'n bhi hoo'n gi jin ki dhundli nazrai'n aaj bhi derwazey ki janib uth jati hoo'n gi k shayed kisi shaam suraj dhalney se pehley us ka noor-e-nazer chut'tiyoo'n per gher aajaye laikin nahi'n aisa kabhi nahi'n hoga kyoo'n k ye qanoon-e-qudret hey k jo chala gaya wo kabhi lout ker nahi'n aata laikin Uncla Sam se dosti k naam per dhokey khatey rehna aur apney fujiyoo'n aur awam ko mulk-e-adem k visey jari kertey rehna hamarey hukumranoo'n aur muntakhib numaindoo'n ka kia dhara hey ye apney lalech k jahaz per sawar ho ker nasirf apni self respect se hath dho chukey hai'n bel keh ye apna zameer bel keh is mulk k tamam awam ki jan bhi uncle sam k pas girvi rakhwa chukey hai'n aur hum azad mulk k ghulam shehri un k haq mai'n narey laga laga ker apni awaz bithatey rehtey hai'n aur is baat ko yekser nazer andaz kerjatey hai'n k jo apni izzat baich chukey hai'n unhai'n hamari izzat ka kia pas ho sakta hey india ko apney ek celebrity ki izzat ka khayal tha tu uncla sam ko muafi mangni pri hamarey hakimoo'n ko hamari janoo'n ki bhi perwa nahi'n so Uncle Sam soch rahey hai'n, hala'n k ye tu yahaa'n hamaisha se hi hota aaya hey jitney bhi hakim aaye sarey hi un ki muhabbet k aseer rahey,
Hum ney socha tha k hakim se krai'n ge feryad
wo bhi kumbakhet taira chahney wala nikla
Mai'n nahi'n janta k wo muajza kab zahoor pazeer hoga jub hamarey mulk mai'n bhi Hazret Umer Bin Abdul Aziz jaisey hukumraan hakim ban ker aai'n ge k jin k dour mai'n shair aur bakri haqiqet mai'n ek ghaat per pani peetey they aur jub hamari bhi izzat hogi aur dunya hamari is pak serzameen ko bhi izzat ki nigha se daikhey gi,
Mai'n aaj bhi roz raat ko soney sey qabl chashm-e-tasuver se us insan ko daikhta hoo'n jo rait k teeley per cherh ker roz sehra ki taraf daikhta hey aur intizar kerta hey un jari logoo'n ka jo sahi mainoo'n mai'n ghulaman-e-Muhammed hoo'n ge jin ki nazrai'n jhuki hoo'n gi laikin azaim buland hoo'n ge, Jo sirf zubaa'n se nahi'n bel keh amali tor per Islam per amal kerney waley hoo'n ge jo na sirf apni bel keh apney awam ki bhi izzat kerwana jantey hoo'n ge, wo roz un ka intizar kerta hey aur mai'n bhi.
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi

Sohail bhai Bhut he umda tehreer hai.
sab bataon ka ek he jawab hai ke hum bheekari hain aur bheekarion ki na koi izzat hoti hai aur na hai kisi ko uske marne par dukh hota hai. Pakistanion ko apne peron par khara hone ki zarorat hai thts it.
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Sohail bhai Bhut he umda tehreer hai.
sab bataon ka ek he jawab hai ke hum bheekari hain aur bheekarion ki na koi izzat hoti hai aur na hai kisi ko uske marne par dukh hota hai. Pakistanion ko apne peron par khara hone ki zarorat hai thts it.
Buhat shukria SS mairi tehreer ko pasand kerney key liye
aur tum ney bilkul theek kaha keh bhikariyoo'n ki koi izzat nahi'n hoti
aur hamarey hukumranoo'n ney ba hasiyet -e-quom hamara tashakhus ek bhikari ka
banadia hey aur ye intihai afsos ka muqam hey laikin afsos is baat ka bhi hey keh sub kuch daikhtey
aur samajhtey huwey bhi hum kuch nahi'n kertey, Allah hamarey hal per rehem fermaye aur tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen[DOUBLEPOST=1343927502][/DOUBLEPOST]
nice dear.................
Buhat shukria lovehoney
hamaisha khush raho
Ameen[DOUBLEPOST=1343927642][/DOUBLEPOST]
Wa'alaikum assalaam great written bro . . .
Buhat shukria Chiragh
hamaisha khush raho
Ameen
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Buhat shukria SS mairi tehreer ko pasand kerney key liye
aur tum ney bilkul theek kaha keh bhikariyoo'n ki koi izzat nahi'n hoti
aur hamarey hukumranoo'n ney ba hasiyet -e-quom hamara tashakhus ek bhikari ka
banadia hey aur ye intihai afsos ka muqam hey laikin afsos is baat ka bhi hey keh sub kuch daikhtey
aur samajhtey huwey bhi hum kuch nahi'n kertey, Allah hamarey hal per rehem fermaye aur tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen[DOUBLEPOST=1343927502][/DOUBLEPOST]

Buhat shukria lovehoney
hamaisha khush raho
Ameen[DOUBLEPOST=1343927642][/DOUBLEPOST]

Buhat shukria Chiragh
hamaisha khush raho
Ameen
Affwan bhai

Sum Ameen . . .
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter
Top