Insan juda jub hota hai
phir dair talak wo rota hai
Ankhon mian ansu rehty hain
chupky chupky ye kehty hian
ik bar chala jo jata hai
wapis nhi phir ata hai
yadain us ki rehti hain
or pl pl hum ko kehti hain
us waqat ko bs tum yad kro
jis waqat tumhary stah tha wo
tub chand b acha lgta tha
or parian bhi ghar ati thin
jis waqat hmary sath tha wo
tub dunya se hum larty thy
ratoon ko tub hum jagty thy
or tum se batain krty thy
ab khud se main ye kehta hun
ab koshish kr or bhool usy
kiun roz roz to marta hai
pagal pan tu chor miyan
or Khud ko na tu rol miyan.....
phir dair talak wo rota hai
Ankhon mian ansu rehty hain
chupky chupky ye kehty hian
ik bar chala jo jata hai
wapis nhi phir ata hai
yadain us ki rehti hain
or pl pl hum ko kehti hain
us waqat ko bs tum yad kro
jis waqat tumhary stah tha wo
tub chand b acha lgta tha
or parian bhi ghar ati thin
jis waqat hmary sath tha wo
tub dunya se hum larty thy
ratoon ko tub hum jagty thy
or tum se batain krty thy
ab khud se main ye kehta hun
ab koshish kr or bhool usy
kiun roz roz to marta hai
pagal pan tu chor miyan
or Khud ko na tu rol miyan.....