Ishq sehra hai k darya
KABHI SOCHE WO BHI.
Us se kia hai mera naata
KABHI SOCHE WO BHI.
Han main tanha hun
ye iqrar bhi karleta hun.
khud bi kitna ha wo tanha
KABHI SOCHE WO BHI.
Ye alag baat jataya
nahi mene usko.
warna kitna usay chaha
KABHI SOCHE WO BHI.
Use awaz likha,
chand likha, phool likha.
mene kia kia usay likha
KABHI SOCHE WO BHI.
Mutma-in hun
usey lafzon ki hararat de kar.
Mene kitna usay socha
KABHI SOCHE WO BHI.
KABHI SOCHE WO BHI.
Us se kia hai mera naata
KABHI SOCHE WO BHI.
Han main tanha hun
ye iqrar bhi karleta hun.
khud bi kitna ha wo tanha
KABHI SOCHE WO BHI.
Ye alag baat jataya
nahi mene usko.
warna kitna usay chaha
KABHI SOCHE WO BHI.
Use awaz likha,
chand likha, phool likha.
mene kia kia usay likha
KABHI SOCHE WO BHI.
Mutma-in hun
usey lafzon ki hararat de kar.
Mene kitna usay socha
KABHI SOCHE WO BHI.