Du'a Kabr ki aag

  • Work-from-home

AJMERI11

Active Member
Apr 6, 2011
189
46
178
ek aadmi ka intekaal ho gaya,log use naik w parhezgaar samajhte the fir bhi kabr mein pahunchne par use farishton ne ek koda mara jiski wajah se poori kabr mein aag bhadak uthi,wah jalkar raakh ho gaya.use dobara zinda kiya gaya.usne dard se tilmilate hue poochha-mujhe yeh koda kyun mara gaya? Farishton ne jawab diya-ek din tumne bewazoo namaz padh li thi aur ek din ek majloom insaan tere paas aaya laikin tune uski madad nahin ki thi.


allah hamari bekasi par reham farmaye aur apne karam se kabr wa hashr ki manzil aasaan farma de .ameen.
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
ek aadmi ka intekaal ho gaya,log use naik w parhezgaar samajhte the fir bhi kabr mein pahunchne par use farishton ne ek koda mara jiski wajah se poori kabr mein aag bhadak uthi,wah jalkar raakh ho gaya.use dobara zinda kiya gaya.usne dard se tilmilate hue poochha-mujhe yeh koda kyun mara gaya? Farishton ne jawab diya-ek din tumne bewazoo namaz padh li thi aur ek din ek majloom insaan tere paas aaya laikin tune uski madad nahin ki thi.


allah hamari bekasi par reham farmaye aur apne karam se kabr wa hashr ki manzil aasaan farma de .ameen.
ameen summa ameen,Allah pak qabar ki wehshato or qabar k andehray say bacahye,ameen
jazakAllah khair ..
 
Top