Kaise jiyenge tum bin, ye khayal to kiya hota,
jo dard saha humne vo kabhi tumne bhi saha hota
bas chal diye daaman chuda ke, begano ki tarah
kam se kam hass ke ek bar alvida to kaha hota.”
“Gairon se wafa ki umeed kya karni,
yahan apno ne sitam dhayen hai,
woh pyar kar bhool gaye hai,
hum aaj bhi yaadon me basaye hai,
hum tanhai me har ik pal roye,
Mehfil me sada muskuraye hain,
Dil ko Samajte hai woh khiloney ki tarah,
Tabhi to pyar ki dukaan shareyaam sajaye hai.”
“yakin har rishte ki buniyaad hota hain ,
tut jaaye agar to judna mushkil hota hain ,
kehna aasan hain humain yakin nahi hain tumpe,
lekin dard is cheez ka be-panah hota hain.”

![](/proxy.php?image=http%3A%2F%2Fsphotos-b.ak.fbcdn.net%2Fhphotos-ak-prn1%2Fp480x480%2F73396_565406560138428_1954988483_n.jpg&hash=ba73b8d592d422c38d64c53ae6924552)