Kis Janwar Ki Qurbani Makrooh Hai ???

  • Work-from-home

Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
Baab: Kis Janwar ki Qurbani karna Makrooh hai ?

Mafhoom-e-Hadees:

"Hazrat Ali(Rz.A) se riwayat hai Nabi Sallallahu Alaehe Wasallam ne hamen hukum dia k hum
Qurbani k janwar ki aankh or kaan achi tarhan dekh len ta k os mai koi Nuqs na ho or hamen
mana farmaya k hum os janwar ki Qurbani na karen jis k kaan agli taraf se ya pichli taraf
se katay hoay hon ya phatay hoay hon ya in mai sorakh ho."

(Tirmizi, Hadees#1538, Kitab ul Azahi)
 
Top