Must Read N Get Sawaab

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Assalaamu alaikum @anoush
agar aap ko bura na lage so dost hote huwe poochta hoon
kya aap ne ye hadeeth ke book se dekh kar share ki ??
ya aapko is hadeeth ke hawale ka pata hai ??
 
anoush

TM Star
Jul 4, 2012
3,945
2,249
713

wa asalam
nahi is meain bura many wali kia bat hy mujhy bura nahi laga
aur ye mujhy fb per post ke the wahan sy share kia hy
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
wa asalam
nahi is meain bura many wali kia bat hy mujhy bura nahi laga
aur ye mujhy fb per post ke the wahan sy share kia hy
Ji aisa na kiya karen aap kyunke aaj kal apni marzi ka likh kar
use hadeeth bol dete hain aur phir bina tehqeeq ke jo baat aage pohncha di jaaye
wo jhoot ke barabar hai aur bhejne wala jhoote ke barabar mene
Masjid me parha ke

Nabi e kareem saww ne farmaya

Kisi ke jhoote hone ke liye kaafi hai ke koi baat jab
us tak pohnche to wo use bina tehqeeq ke aage pohnchaye

Muslim shareef
 
thanks for giving me advice next time i ll be carefull
i m greatful to u
thanks a lot
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH
Top