Namaz niqaab ya chehray ka pardah

  • Work-from-home

rizoo

Senior Member
Oct 24, 2011
779
130
93
27
~~dill ki basti main~~
meri info k motaabiq niqaab ya chehray ka pardah aurat k 'satar' maiN daakhil nahi hai. yani chehray ka chopanaa farz nahi hai. nah namaaz maiN nah namaaz say bahar. it's optional... yeh khatoon k apni choice /taqwa par mabni hai k woh naa.mahram say /bahar jaatay howay chehray ka pardah karay yaa nah karay......yehi haal masjidouN maiN namaaz ki adaigi ka hai. kuch khawateen during namaaz chehray ka pardah karti haiN, kuch nahi karti...namaaz k liyeh chehray ka pardah laazim nahi...... balkay haj o omrah k dauraan ahraam ki halat maiN to aurat k chehray par kapra touch bhi nahi hona chaahiyeh.
 
Top